Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai Lyrics || Hafiz Tahir Qadri || Hafiz Ahsan Qadri

 

Roman(ENG):

Ya Ameer-ul-Mo'mineen Ya Ameer-ul-Mo'mineen 
Ya Ameer-ul-Mo'mineen Ya Ameer-ul-Mo'mineen 

Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali 
Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali 

Jo Sher-e-Khuda, Jaan-e-Nabi, Shaan-e-Wali hai
Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai

Wo Mera Ali hai, Wo Mera Ali hai
Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai

Shah-e-Mardaa.n, Sher-e-Yazdaa.n, Quwwat-e-Parwardigaar
La-Fatha Illa Ali, La-Fatha Illa Ali, La-Sayf Illa Zulfikaar

Duniya-e-Wilayat ki jise Shahi mili hai
Jiske Dare Aali pe Jabee sabki juki hai
Wo Jiski Sahaba mein bahot shan badi hai
Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai

Wo Mera Ali hai, Wo Mera Ali hai
Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai

Asad-ullah Haidar, Karam-ullah Haidar
Waliy-ullah, Ali Maula Haidar

Jo Mufliso Lachar ko deta hai Sahara
Chamkata hai jo Sabke Muqaddar ka Sitara
Har ek bala Jiske wasile se tali hai
Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai

Wo Mera Ali hai, Wo Mera Ali hai
Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai

Wo Jiske liye Shah ne Suraj ko firaya
Wo Jisne Diya Ishq-e-Muhammad ka jalaya
Wo jiski Sana khud Mere Sarkar ne ki hai
Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai

Wo Mera Ali hai, Wo Mera Ali hai
Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai

Har ek taraf Jiski Wilayat ka hai charcha
Abdalo Wali Gauso Kutub jiske hein Shayda
Wo Jiske Dare Paak pe Rif'at bhi juki hai
Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai

Wo Mera Ali hai, Wo Mera Ali hai
Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai

Ek aan mein Darwaza-e-Khaibar ko ukhada
Ek waar mein hi jisne hai Marhab ko pachhada
Jis Zaat ki Konain mein ek dhoom machi hai
Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai

Wo Mera Ali hai, Wo Mera Ali hai
Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai

Ummat ka Nigehbaan jise Rabb ne banaya
Sarkar ne bistar pe jise Apne sulaya
Jis zaat ka Quraan mein bhi Zikr-e-Jali hai
Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai

Wo Mera Ali hai, Wo Mera Ali hai
Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai

Jo Pal mein Fakiron ko banata hai Shahenshah
Jannat ki tarha Saif Hazeen jiski hai Dargaah
Hasnain ka Baba hai Jo Damad-e-Nabi hai
Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai

Wo Mera Ali hai, Wo Mera Ali hai
Wo Mera Ali Mera Ali Mera Ali hai

Asad-ullah Haidar, Karam-ullah Haidar
Waliy-ullah, Ali Maula Haidar


Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana || Madani Sehra || Lyrics || फ़ज़्ले रब्बे पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना || मदनी सेहरा || فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا || Haifz Tahir Qadri

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar || Lyrics || Wo Muhammad Madine mein Maujud hai || हमने आँखों से देखा नहीं है मगर || ہمنے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر || ENG HINDI URDU

al-madad peeraan-e-peer , gaus-e-aa'zam dastageer || अल-मदद पीरान-ए-पीर , या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर || المدد پیران پیر || Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI) & (URDU) اردو

Wo Mera Nabi hai Lyrics || Wo Jiske liye Mehfile Konain saji hai || वो मेरा नबी है || वो जिसके लिए महफिले कोनैन सजी है || وو جسکے لئے محفل کَونَیْن سجی ہے || Lyrics

Allah humma Sallay Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || अल्लाहुम्म सल्ली अला सैय्यिदिना व मौलाना मुहम्मदिन || اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ || ENG HINDI URDU

Shahe Do Alam Salam Assalam || शाहे दो आलम सलाम अस्सलाम || شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام || Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Imdad kun Imdad kun, Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir || Lyrics || इमदाद कुन इमदाद कुन, या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर || امداد کن امداد کن یا غُوثُ الْاَعْظَم دَسْت گِیر || Owais Raza Qadri

Apne Malik ka Main Naam lekar Lyrics || अपने मालिक का में नाम लेकर || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & اردو(Urdu)

Maula Ya Salli wa Sallim || Salam Lyrics || मौला या सल्ली व सल्लिम || مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ دَائِمًا أَبَدًا || Danish & Dawar || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI) & (URDU) اردو

Sarkare Ghouse Azam Nazre karam Khudara || सरकारे गौसे आज़म, नज़रे करम खुदारा || سرکارِ غوثِ اعظَم ! نظرِ کرم خدارا || Lyrics