Muskura do to aalam badal jaayega Lyrics

Ya Rasulallah  Ya Habiballah

Muskura do to aalam badal jaayega
Muskura do to aalam badal jaayega

Saaki-e-Hauze Kausar Habeebe Khuda
Munise bekasaan Hashr ke aasra
Aye chataee-nasheen Aye Shahe Do Saraa
Sarware Ambiya Ahmade Mujtaba
Gaysuon waale Aye Mere Pyare Shahaa

Muskura do to aalam badal jaayega
Muskura do to aalam badal jaayega

Lut raha hai Chaman jhumti hai Khizaan
Deeno Millat ke lutne lage Kaarwaan
Har Taraf Kufro Zulmat ka chhaya dhuaan
Har taraf teeragi Har kadam aandhiyan
Aaftabe Azal ki ho paheli kiran

Muskura do to aalam badal jaayega
Muskura do to aalam badal jaayega

Kis Tarha koi pahunche Madina Nagar
Gher rakkha hai thagharon ne har dagar
Kam-Nazar ban rahe hein badhe deedawar
Raat ko Ye kahein jaa rahe hein Sahar
Bhes Mera 

Muskura do to aalam badal jaayega
Muskura do to aalam badal jaayega

Jhum kar Naat-e-Sarkar padhta hua
Jab Madine ki Janib chala Kafila
Gungunati hui Zikre Salle alaa
Chumne Unki Chokhat chali Jab Saba
Badh gaya aur bekal ka Deewanapan

Muskura do to aalam badal jaayega
Muskura do to aalam badal jaayega

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Hum ne Aankhon se dekha nahin hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर