Aao Milaad Manaaein Lyrics || Maulana Bilal Raza Qadri

Aamade Mustafa Marhaba Marhaba
Ahmade Mujtabaa Marhaba Marhaba

Sarkar ki Aamad Marhaba
Aaqa ki Aamad Marhaba
Makki ki Aamad Marhaba
Madani ki Aamad Marhaba
Arabi ki Aamad Marhaba
Qureshi ki Aamad Marhaba
Marhaba Ya Mustafa

Aao Milaad Manaaein Aao Milaad Manaaein
Aao Milaad Manaaein Aao Milaad Manaaein

Jhoom uthaa hai zarra zarra Aa gaya hai Noor waala
Saari Dharti ko Sajaaein Aao Milaad manaaein

Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein 
Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein

Saari Khalkat se jhudaa hai Mazhare Zaate Khuda hai
Wadduha Unka hi Chehraa Sar pe Baaha ka Imaama
Baago Khurshid Jinke Zarre Lamakaan mein Jinke Talwe
Wasf Unke Gungunaaein Aao Milaad manaaein

Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein
Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein

Sarkar ki Aamad Marhaba
Aaqa ki Aamad Marhaba
Makki ki Aamad Marhaba
Madani ki Aamad Marhaba
Arabi ki Aamad Marhaba
Qureshi ki Aamad Marhaba
Marhaba Ya Mustafa

Soye Baagon ko Jaga kar Ghar mein Parcham ko laga kar
Battiyaan khub jhalaa kar Ghar Maholle ko sajaa kar
Naat-Khwaanon ko bulaa kar Phool Naaton ke khilaa kar
Dhoom Aamad ki machaaein Aao Milaad manaaein

Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein
Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein

Sarkar ki Aamad Marhaba
Aaqa ki Aamad Marhaba
Makki ki Aamad Marhaba
Madani ki Aamad Marhaba
Arabi ki Aamad Marhaba
Qureshi ki Aamad Marhaba
Marhaba Ya Mustafa

Unki Khushiyon ka mananaa hai Sahabaa ka Tareeqa
Unki Taazimo Mahobbat hai Ibaadat ka Salikaa
Unki Naatein Gungunaana Kitna Acchha hai Wazifaa
Unse Imaan ko Jilaaein Aao Milaad manaaein

Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein
Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein

Sarkar ki Aamad Marhaba
Aaqa ki Aamad Marhaba
Makki ki Aamad Marhaba
Madani ki Aamad Marhaba
Arabi ki Aamad Marhaba
Qureshi ki Aamad Marhaba
Marhaba Ya Mustafa

Aese Milaad manaaein Sabko Seene se lagaaein
Khaana Bhukon ko khilaaein Saare roton ko hasaaein
Kaam Har Ek ke aaein Ham hein Unke Ye Bataaein
Zauq Raashid Ye Jagaaein Aao Milaad manaaein

Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein
Aao Milaad manaaein Aao Milaad manaaein

Sarkar ki Aamad Marhaba
Aaqa ki Aamad Marhaba
Makki ki Aamad Marhaba
Madani ki Aamad Marhaba
Arabi ki Aamad Marhaba
Qureshi ki Aamad Marhaba
Marhaba Ya Mustafa

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu