Posts

Showing posts with the label Maulana Bilal Raza Qadri

Aao Milad Manaein Lyrics / आओ मिलाद मनाएँ

Naat-Khwaan: Maulana Bilal Raza Qadri aao milaad manaaein aamade mustafa marhaba marhaba ahmade mujtaba marhaba marhaba sarkar ki aamad marhaba aaqa ki aamad marhaba makki ki aamad marhaba madani ki aamad marhaba arabi ki aamad marhaba qureshi ki aamad marhaba marhaba ya mustafa aao milaad manaaein aao milaad manaaein aao milaad manaaein aao milaad manaaein jhoom uthaa hai zarra zarra aa gaya hai noor waala saari dharti ko sajaaen aao milaad manaaein aao milaad manaaein aao milaad manaaein aao milaad manaaein aao milaad manaaein saari khalqat se jhudaa hai mazhare zaate khuda hai wadduha unka hi chehraa sar pe baaha ka imaama baago khurshid jinke zarre lamakaan mein jinke talwe wasf unke gungunaaein aao milaad manaaein aao milaad manaaein aao milaad manaaein aao milaad manaaein aao milaad manaaein sarkar ki aamad m...

Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki - Manqabat Lyrics || Maulana Bilal Raza Qadri

Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Rizaa-e-Mustafa hi hai Rizaa Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Wohi Atqaa , Wohi Awfa , Wohi Aadal , Wohi Afzal Hai kaisi Munfarid Har Har adaa Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Lutaaya Jisne Maalo Jaan ko Raahe Nubuwwat mein Nabi pe Har Quraabat thi Fidaa Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Diya kis ko Musalla , Mustafa ne bhi Khuda ne bhi Nazar aayi Ye Azmat baarha Siddiqe Akbar ki Maqaame Afzale Ummat ko baaham tolne waalon Ali Maula se puchho Iqtidaa Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Wohi Chamkaa Zamaane mein Wilaayat ki bulandi par Padi Ik baar bhi Jispe Nigaah Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Aye Aasif ! Ye Nigaahe Mustafa ki hi Tajalli hai Mili Saadaat se Mujko ataa Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Hum ne Aankhon se dekha nahin hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर