Haq Lailaha Illalallah Lyrics || Huda Sisters

Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah

Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah


Ye Kalma Sabse Pyara hai 

Har Toote Dil ka Sahara hai

Bachpan se wird Hamara hai...

Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah


Jo Log Ye Kalma Padhte hei 

Yunhi Allah Allah karte hein

Bas Wohi Khuda se darte hein

Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah


Kya Gulshan Kya Gulzaron mein

Jis ki mahek hai baharon mein

Hai Iski Roshani Taaron mein

Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah


Mere waqt ko Rabb ne jagaya hai

Mere sar pr Karam ka saya hai

Meri Maa ne Mujko sikhaya hai

Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah


Rehamt ke Dariya behte hein

Dil Noor mein dube rehte hein

Jab Haq wale Ye kehte hein

Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah


Jab Gham se aankhein chaar karo

Tum Zikr Khuda Har baar karo

Is Kalme ki Takraar karo

Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah


Hamko hai Is par naaz suno

Ye Qudrat ka hai Raaz suno

Iski meethi aawaz suno

Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah


Faruqi kaho Masha'allah

Kaho Hasbi Rabbi Jallalallah

Sub'han Allah Sub'han Allah

Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah 

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Alwada Alwada Mahe Ramzan Lyrics / अलवदा अलवदा माहे रमज़ान / by Owais Raza Qadri in English ~ Hindi

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا