Posts
Showing posts with the label huda sisters
- Get link
- X
- Other Apps
Bibi Zaynab ne kaha Baaba se Karbobalaa mein Paani band kar diya Baaba Paani band kar diya Baaba Mehmaan-Nawaazi ke koi kyaa Hote hein Aadaab Ye Baaba Padh ke Daastane Karbalaa Roti hai Kayenaat bhi Baaba Daswi ka Din na nikaltaa Roti hai Raat bhi Baaba Das Moharram ki Shab Lambi ho jaati Sooraj so jaata Use Aesi neend aati Jaagta na Sooraj to Sub'ha na hoti Karbalaa mein Shaame Gareeban na hoti Sub'ha se mil kar gale Baaba Roti hai Raat bhi Baaba Padh ke Daastane Karbalaa Roti hai Kayenaat bhi Baaba Daswi ka Din na nikaltaa Roti hai Raat bhi Baaba Paani band kar diya Baaba Paani band kar diya Baaba Mehmaan-Nawaazi ke koi kyaa Hote hein Aadaab Ye Baaba Roti hai Sakeena Jhule ko chumti hai Saare Ghar mein Nanhe Asghar ko dhundhti hai Is Qadar Sakeena Paani bachaati hai Aankhon mein aaye to Usko chhupati hai Abr bhi barsa nahin Baaba Roti hai Barsaat bhi Baaba Padh ke Daastane Karbalaa Roti hai Kayenaat bhi Baaba Daswi ka Din na nikaltaa Roti hai Raat bhi Baaba Paani band kar diy...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman (Eng) : Ye Duniya Ek Madarsa hai Aur Ham sab Talib-e-Ilm Mu'allim sirf Ek Zaat hai Haqqe Ta'ala Wo Jiska Jaise Chaahta hai Imtehan leta hai Aur Apne Khaas bandon ko Is Imtihaan ke zariye Kundan banaata hai Har kisi ko Apna Apna Imtihaan dena hai Allah Har Imtihan ke baad Tumhe Inaam dega Haq hai Allah, Sach hai Wallah Haq hai Allah, Sach hai Wallah Ye Duniya hai Ek Madarsa Aur Ham sab Taalibe Ilm hein Mu'allim sirf Ek Allah hai Jiska chaahe Imtihaan le Khas Apne Bandon ko chun ke Unka Imtihaan leke Kundan Unko bana deta hai Imtihaan kab Karde zaari Rakkho Apni sab tayyari Imtihan ke baad Inaam mile Haq hai Allah, Sach hai Wallah Haq hai Allah, Sach hai Wallah Jante ho Kulhaadi Kaise banaayi jati hai Jee haan Acchhi tarha Faulad ko khub zarb laga kar chot maar kar Is Shakal mein dhaala jata hai Isi tarha kaankoon dhat ko Aur chamda-saz khal ko banaata hai Isi tarha Agar ye Tumhari Talwaar Aag mein na dali jaaye To fir ye sirf lohe ka ek tukda hai Haq hai Allah, Sach ha...
- Get link
- X
- Other Apps
Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah Ye Kalma Sabse Pyara hai Har Toote Dil ka Sahara hai Bachpan se wird Hamara hai... Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah Jo Log Ye Kalma Padhte hei Yunhi Allah Allah karte hein Bas Wohi Khuda se darte hein Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah Kya Gulshan Kya Gulzaron mein Jis ki mahek hai baharon mein Hai Iski Roshani Taaron mein Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah Mere waqt ko Rabb ne jagaya hai Mere sar pr Karam ka saya hai Meri Maa ne Mujko sikhaya hai Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah Rehamt ke Dariya behte hein Dil Noor mein dube rehte hein Jab Haq wale Ye kehte hein Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah Jab Gham se aankhein chaar karo Tum Zikr Khuda Har baar karo Is Kalme ki Takraar karo Haq Lailaha Illalallah Muhammad Pak Rasulallah Hamko hai Is par naaz suno Ye Qudrat ka hai Raaz suno Iski meethi aawaz suno Haq Lailaha Illa...
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laakhon salaam ...
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...
Ya Nabi Salam Alayk Lyrics / या नबी सलाम 'अलैक - All versions
ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik rabb-e-sallim 'ala rasulallah marhaba marhaba rasulallah ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik rahmato.n ke taaj waale! do jahaa.n ke raaj waale! 'arsh ki me'raaj waale! aasiyo.n ki laaj waale! ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik hai tamanna ye KHuda se kahi.n, aisa howe hind se fir soo-e-madina, mera jaana howe roza-e-paak ke chogird firu.n main aisa jaise parwaana sar-e-sham' pe firta howe hu.n main mushtaq-e-ziyaarat, ye tamanna hai shaha! puri allah meri, ab ye tamanna howe ...
Ya Nabi Mujh pe bhi Ek Nigahe Karam Lyrics / तुझको भेजा गया है करम के लिए
ya nabi mujh pe bhi ek nigaah-e-karam - English karam ki bhik dar-e-mustafa se mangte hein ham apni haajatein, haajat-rawa se mangte hein unhein khabar hai ke ham log, mushkilon se nijaat waseela unko bana kar khuda se mangte hein ya nabi mujh pe bhi ek nigaah-e-karam tujhko bheja gaya hai karam ke liye sarwar-e-ambiya! taajdar-e-haram! tujhko bheja gaya hai karam ke liye ya nabi mujh pe bhi ek nigaah-e-karam tujhko bheja gaya hai karam ke liye rashq-e-firdos ban jaae duniya meri ek lutf-e-nazar mujh pe bhi ya nabi paas aae khushi door ho jaae gham tujhko bheja gaya hai karam ke liye ya nabi mujh pe bhi ek nigaah-e-karam tujhko bheja gaya hai karam ke liye wajh-e-rahmat teri zaat purnoor hai saari makhluq mein baat mash'hoor hai kya falak kya zameen, kya arab kya ajab tujhko bheja gaya hai karam ke liye ya nabi mujh pe bhi ek nigaah-e-karam tujhko bheja gaya hai karam ke liye do jahaanon ka maalik banaya tujhe har tarha se nawaza h...







.png)

