Allah hi Allah kiya karo Dukh na kisi ko diya karo Lyrics


Allah hi Allah ,  Allah hi Allah
Allah hi Allah ,  Allah hi Allah

Allah hi Allah kiya karo
Dukh na kisi ko diya karo
Jo Duniya ka Malik hai
Naam Usi ka liya karo

Allah hi Allah ,  Allah hi Allah
Allah hi Allah ,  Allah hi Allah

Kab Chehre pe jhut saja ke Mit'ti hai Sacchai
Jhute ko Duniya mein hamesha Milti hai Ruswaee
Sach ki rah pe chala karo Dukh na kisi ko diya karo
Jo Duniya ka Malik hai Naam Usi ka liya karo

Allah hi Allah ,  Allah hi Allah
Allah hi Allah ,  Allah hi Allah

Shisha toot ke jhud sakta hai Dil na jhude gar toote
Kitna hai Bedard Wo Insan Pyar ka Ghar Jo loote
Aesa Jurm na kiya karo Dukh na Kisi ko diya karo
Jo Duniya ka Malik hai Naam Usi ka liya karo

Allah hi Allah ,  Allah hi Allah
Allah hi Allah ,  Allah hi Allah

Khudgarzi ki Is Duniya mein Pyar se Jina sikho
Yun Logon ka Dil na dukhao Rabb se darna sikho
Sab se Mahobbat kiya karo Dukh na kisi ko diya karo
Jo Duniya ka Malik hai Naam Usi ka liya karo

Allah hi Allah ,  Allah hi Allah
Allah hi Allah ,  Allah hi Allah

Allah hi Allah kiya karo
Dukh na kisi ko diya karo
Jo Duniya ka Malik hai
Naam Usi ka liya karo

Comments

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Ya Nabi Mujh pe bhi Ek Nigahe Karam Lyrics / तुझको भेजा गया है करम के लिए

Taiba ke Jane wale ja kar bade adab se Lyrics / तैबा के जाने वाले जा कर बड़े अदब से / طیبہ کے جانے والے جا کر بڑے ادب سے