Posts

Showing posts with the label imtiyaz sidat

Madina yaad aata hai Lyrics by Imtiyaz Sidat

Madina yaad aata hai Wo Gumbad yaad aata hai Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge Hazaron Dil Tadapte hein Madine ke liye hardam Bulalo na Hamein Tayba Tadapna bhul jaeinge Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge Na Itrao ziyada Chand Taaron Apni rangat pe Jab Roze ko dekhoge Chamkna bhul jaoge Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge Hadeese Mustafa par Jo Tum ho jao amal-paira Kasam Allah ki Maa ko satana bhul jaoge Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge Agar Tum gaur se Quran ke Alfaz sun loge Agar Tum gaur se Mere Nabi ki Naat sun loge Mera Dawa hai Tum gana bajana bhul jaoge Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge Madina yaad aata hai Wo Gumbad yaad aata hai Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Meeran Waliyon ke Imam dedo panjatan ke naam Lyrics / मीराँ वलीयों के इमाम देदो पंजतन के नाम

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Mohe Sapna ma Darshan dikhai gayo re Lyrics / मोहे सपना मां दर्शन दिखाई गयो रे

Chamak Tujhse Pate hain Sab Pane Wale Lyrics / चमक तुझसे पाते हैं सब पाने वाले / with Tazmeen

Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा