Jo Madine ke Tasawwur mein jiya karte hein Lyrics


Jo Madine ke Tasawwur mein jiya karte hein
Har Jagah Lutf Madine ka liya karte hein
Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein

Ishke Sarwar mein jo Hasti ko fana karte hein
Bhed Ulfat ke fakat Unpe khula karte hein
Har Jagah Lutf Madine ka liya karte hein
Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein






Maalo Daulat ki Dua Ham na Khuda karte hein
Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein
Har Jagah Lutf Madine ka liya karte hein
Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein

Justaju mein kyu firein maal ki mare mare
Ham to Sarkar ke tukdon pe pala karte hein
Har Jagah Lutf Madine ka liya karte hein
Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein

Rashke Attar ko Un zarron pe aata hai jo
Unke Nalayn ke talwon se laga karte hein
Har Jagah Lutf Madine ka liya karte hein
Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein






Comments

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Kaba Dikha de Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Taiba ke Jane wale ja kar bade adab se Lyrics / तैबा के जाने वाले जा कर बड़े अदब से / طیبہ کے جانے والے جا کر بڑے ادب سے

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Are Hajiyo Tum Haram ja rahe ho Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics