Are Hajio Tum Haram ja rahe ho Lyrics in English ~ Hindi


Are Hajiyon Tum Haram ja rahe ho

Are Hajiyon Tum Haram ja rahe ho
Basad Aheteram Ek Payam Arz karna
Mazaare Muqaddas pe jab haazari ho
Mera bhi Nabi se Salaam Arz karna


Ye kehna ke Ek Ummati be-sahaara
Hai bechain Wo Darde Furkat ka maara
Ye kehna Madine se Wo door reh kar
Fire Darbadar Sub-ho Sham Arz karna

Are Hajiyon Tum Haram ja rahe ho
Basad Aheteram Ek Payam Arz karna

Tadapta hai Dil aur Barasti hein Aankhein
Baraa-e-Ziyarat tarasti hein Aankhein
Ye kehna Basarat se Mehrum hai Wo
Meri Haalate Gam Tamam arz karna

Mazaare Muqaddas pe jab haazari ho
Mera bhi Nabi se Salaam Arz karna

Ye kehna Gunahgaro Badkaar hai Wo
Khataaon pe lekin Sharamsaar hai Wo
Nigaahe Karam ka Talabghar hai Wo
Pilaado Mahobbat ka Jaam arz karna

Mazaare Muqaddas pe jab haazari ho
Mera bhi Nabi se Salaam Arz karna

Ho Makke se Tayba ki Jaanib rawana
Ho Din Aashikana Nazar Aarifana
Adab se Sare Raah Palkein bichhana
Akidat se Fir Tum Salaam arz karna

Are Hajiyon Tum Haram ja rahe ho
Basad Aheteram Ek Payam arz karna


Ye kehna Use Ek hi dhun lagi hai
Sada Uske hothon pe Naate Nabi hai
Bulaawe ka Wo Muntazir hai Khudara
Use bhi Mile Izne aam arz karna

Are Hajiyon Tum Haram ja rahe ho
Basad Aheteram Ek Payam arz karna


Ho Nazron mein Jab Sabz Gumbad ki Jaali
Labon par saji ho Duroodon ki daali
To Us Waqt kehna parshaan hai Aaqa
Wo Mohsin Tumhara Gulam arz karna

Are Hajiyon Tum Haram ja rahe ho
Basad Aheteram Ek Payam arz karna

अरे हाजियों तुम हरम जा रहे हो

अरे हाजियों तुम हरम जा रहे हो
बसद एहतेराम एक पयाम अर्ज़ करना
मज़ारे मुक़द्दस पे जब हाज़री हो
मेरा भी नबी से सलाम अर्ज़ करना


ये कहना के एक उम्मती बेसहारा
है बेचैन वो दर्दे फुरकत का मारा
ये कहना मदीने से वो दूर रह कर
फिरे दर बदर सुब्हो शाम अर्ज़ करना

अरे हाजियों तुम हरम जा रहे हो
बसद एहतेराम एक पयाम अर्ज़ करना


तड़पता है दिल और बरसती हैं आँखें
बराए ज़ियारत तरसती हैं आँखें
ये कहना बसारत से महरूम है वो
मेरी हालते गम तमाम अर्ज़ करना

मज़ारे मुक़द्दस पे जब हाज़री हो
मेरा भी नबी से सलाम अर्ज़ करना


ये कहना गुनाहगारो बदकार है वो
खताओं पे लेकिन शर्मसार है वो
निगाहे करम का तलबगार है वो
पिलादो महोब्बत का जाम अर्ज़ करना

मज़ारे मुक़द्दस पे जब हाज़री हो
मेरा भी नबी से सलाम अर्ज़ कर

हो मक्के से तयबह की जानिब रवाना
हो दिल आशिकाना नज़र आरिफाना
अदब से सरे राह पलकें बिछाना
अकीदत से फिर तुम सलाम अर्ज़ करना

अरे हाजियों तुम हरम जा रहे हो
बसद एहतेराम एक पयाम अर्ज़ करना


ये कहना उसे एक ही धुन लगी है
सदा उसके होठों पे नाते नबी है
बुलावे का वो मुन्तज़िर है खुदारा
उसे भी मिले इज़्ने आम अर्ज़ करना

अरे हाजियों तुम हरम जा रहे हो
बसद एहतेराम एक पयाम अर्ज़ करना


हो नज़रों में जब सब्ज़ गुम्बद की जाली
लबों पर सजी हो दुरूदों की डाली
तो उस वक़्त कहना परेशान है आक़ा
वो मोहसिन तुम्हारा गुलाम अर्ज़ करना

अरे हाजियों तुम हरम जा रहे हो
बसद एहतेराम एक पयाम अर्ज़ करना


Comments

  1. Wo Mohsin Tumhara Gulan* Gulam arz karna

    ReplyDelete
    Replies
    1. Mazare Muqaddas Nahin Dayare Muqaddas
      Ho Din* Dil Aashiqana
      Woh Mohsin Tumhara Gulan* Gulam Arz Karna
      Please Update Lyrics😇

      Delete
  2. Dil ko taroo taza kar dene wali naat hai

    ReplyDelete
  3. Mashallah,😘

    ReplyDelete

Post a Comment

Job

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peerane Peer Gaus-e-Aazam Dastageer lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics by Hafiz Tahir Qadri in English HINDI URDU ~ Islamic Naat Lyrics

Wo Mera Nabi hai - Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai - Lyrics - English Hindi Urdu

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Faslo ko khudara mita do Jaliyon par Nigahe Jami hai Lyrics in English Hindi Urud by Hafiz Tahir Qadri ~ Islamic Naat Lyrics

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics || Gulam Mustafa Qadri || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI)

Tera Khawan Mein Tere Geet gawan Ya Rasool Allah Lyrics || तेरा खावां में तेरे गीत गावां या रसूलल्लाह || Owais Raza Qadri

Peshe Haq Muzda Shafaat ka Sunate Jaaeinge Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)

Maula Ya Salli wa Sallim || Salam Lyrics || मौला या सल्ली व सल्लिम || مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ دَائِمًا أَبَدًا || Danish & Dawar || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI) & (URDU) اردو