Posts
Showing posts from July, 2017
- Get link
- X
- Other Apps
Meine Jab Aapki Dehliz ko Aaqa chuma Yun laga Aapne jaise Mera Matha chuma Aapko Khwab mein dekha to Mukaddar jage Jhum utha Naat padhi ro diya lipta chuma Shaed sa dod gaya hai Meri Shiriyanon mein Jab kabhi padh ke Durood Apna Angutha chuma Yun laga Aapne jaise Mera Matha chuma Safare Arsh mein le jane ko Jibreel Jab aaye Apne Kafuri Labon se Tera Talwa chuma Manzilein rehti hein seene mein Muzaffar Mere Wo jidhar se bhi gaye Meine Wo rasta chuma Meine Jab Aapki Dehliz ko Aaqa chuma
- Get link
- X
- Other Apps
Madina yaad aata hai Wo Gumbad yaad aata hai Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge Hazaron Dil Tadapte hein Madine ke liye hardam Bulalo na Hamein Tayba Tadapna bhul jaeinge Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge Na Itrao ziyada Chand Taaron Apni rangat pe Jab Roze ko dekhoge Chamkna bhul jaoge Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge Hadeese Mustafa par Jo Tum ho jao amal-paira Kasam Allah ki Maa ko satana bhul jaoge Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge Agar Tum gaur se Quran ke Alfaz sun loge Agar Tum gaur se Mere Nabi ki Naat sun loge Mera Dawa hai Tum gana bajana bhul jaoge Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge Madina yaad aata hai Wo Gumbad yaad aata hai Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge
- Get link
- X
- Other Apps
Aankhon mein Ashkon ke nazrane le kar Mein Aaqa ki Mehfil sajata rahunga Shamso-Dduha Nabi Badrud-Duja Nabi Khairul-Wara Nabi Noorul-Huda Nabi Aankhon mein Ashkon ke nazrane le kar Mein Aaqa ki Mehfil sajata rahunga Khuda Mujko dega Deta rahega Mein Sadqa Muhammad ka khata rahunga Aankhon mein Ashkon ke nazrane le kar Mein Aaqa ki Mehfil sajata rahunga Salle-Ala Nabiyena Salle-Ala Muhammadin Salle-Ala Nabiyena Salle-Ala Muhammadin Bulaunga Sare Diwane Nabi ke Sajaunga Mein Apne chhote se Ghar ko Jab tak hai Meri ye Sanson ka bandhan Milade Nabi mein manata rahunga Aankhon mein Ashkon ke nazrane le kar Mein Aaqa ki Mehfil sajata rahunga Shamso-Dduha Nabi Badrud-Duja Nabi Khairul-Wara Nabi Noorul-Huda Nabi Mein Mustafa ke hun Mukhde ka Aashik Zamane ki Nazrein Muje kya lagegi Mujpe Karam hai ye Mere Nabi ka Mein Izzat Zamane mein pata rahunga Aankhon mein Ashkon ke nazrane le kar Mein Aaqa ki Mehfil sajata rahunga Salle-Ala Nabiyena Salle-Ala...
- Get link
- X
- Other Apps
Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Kali Zulfein Sabz Imama Kurta Sufed hai kitna Pyara Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Kitne banaye Aalimo Hafiz Kitno ko hai Tumne sawara Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Mujko sambhalo Murshid bachalo Marze Gunah ne Mujko mara Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera
- Get link
- X
- Other Apps
Aediya Goodiyan jag te chhawan labdiya naee Tur jawan ek waar te Maawan lab diyan naee Puttar pawe lakkha jahan to ban de ne Maawa aakhan sare jag tu chande ne Hor kise to aenj wafawa labdiya naee Tur jawan ek waar te Maawan lab diyan naee Manda rucho bol je nikle tok diyan Changi Madi tha to mawa rok diya Muft ch aediya nek salawa lab diya naee Tur jawan ek waar te Maawan lab diyan naee Kam ek dostan aakha teynu kar jawin Maa de maran to pehle pehle mar jawin Jag utte fir maran nu thawa lab diya naee Tur jawan ek waar te Maawan lab diyan naee Maa da Shakir ant wachhoda sehra aye Aap hi bigda aap hi uthna paina aye Bismillah diya fer sadawa lab diya naee Tur jawan ek waar te Maawan lab diyan naee
- Get link
- X
- Other Apps
Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Tumho Khuda se kab juda Noore Khuda ho ba-Khuda Aayina-e-Khuda numa Salle Ala Muhammadin Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Roo-e-Nabi hai Wadduha Zulfe Nabi hai Jaanfiza Surmagi Aankhein Ma-taga Salle Ala Muhammadin Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Naame Muhammad aa gaya Khub Muje Maza mila Mil gaya lab se lab Mera Salle Ala Muhammadin Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Payi Hayate Jawida Gham se mili Use aman Padta hua jo mar gaya Salle Ala Muhammadin Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Mus'hafe Roohe Mustafa Samne ho dame naz'a Har sans se uthe sada Salle Ala Muhammadin Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin
- Get link
- X
- Other Apps
Jo Madine ke Tasawwur mein jiya karte hein Har Jagah Lutf Madine ka liya karte hein Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein Ishke Sarwar mein jo Hasti ko fana karte hein Bhed Ulfat ke fakat Unpe khula karte hein Har Jagah Lutf Madine ka liya karte hein Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein Maalo Daulat ki Dua Ham na Khuda karte hein Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein Har Jagah Lutf Madine ka liya karte hein Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein Justaju mein kyu firein maal ki mare mare Ham to Sarkar ke tukdon pe pala karte hein Har Jagah Lutf Madine ka liya karte hein Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein Rashke Attar ko Un zarron pe aata hai jo Unke Nalayn ke talwon se laga karte hein Har Jagah Lutf Madine ka liya karte hein Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein
- Get link
- X
- Other Apps
Bahare Jaan Fiza Tumho Naseeme Gulsitan Tumho Bahare Baage Rizwan Tumse hai Zaibe Jina Tumho Khuda ki Saltanat ka Do Jahan mein Kaun Dulha hai Tumhi Tum ho Tumhi Tum ho Yahan Tumho Wahan Tum ho Hakikat se Tumhari Juz Khuda aur Kaun wakif hai Kahe to Kya kahe koi Chuni Tum ho Chuna Tum ho Kuja Ham khak uftada Kuja Tum Aye Shahe bala Agar Misle Zameen Ham hein to Misle Aasman Tum ho Ye Kya Meine kaha Misle Sama Tumho Ma'zAllah Munazza'a misl se bar tarze Har Wehmo Guman Tum ho Mein bhula Aapki Rif'at se nisbat hi Hamein kya hai Wo kehne bhar ki nisbat thi kahan Ham hein kahan Tum ho Hamein ummid hai Roze Qiyamat Unki Rehmat se Ke Farmayein idhar aao na mayus az-Jina Tumho Sitamkaron Siyakaron Khatakaron Jafakaron Hamare Damane Rehmat mein aa jao kahan Tum ho Tumhare hote sate Dardo Dukh kis se kahun Pyare Shafi-e-Aasiyan Tum ho Wakile Mujrima Tum ho Riyazat ke yahi Din hein budhape mein kahan himmat Jo kuchh karna hai abhi karlo Abhi Noori Ja...
- Get link
- X
- Other Apps
Dil haye gunahon se bezar nahin hota Maglub Shaha Nafse Badkar nahin hota Go Lakh karun koshish par Islah nahin hoti Pakiza Gunahon se Kirdar nahin hota Ye Sans ki mala ab bas Tutne wali hai Gaflat se magar firbhi Bedar nahin hota Aye Rabb ke Habib aao Aye Mere Tabib aao Acchha ye Gunahon ka Bimar nahin hota Aqa ka Gada ho kar Attar Tu gabraye Gabraye Wahi Jiska Ghamkhwar nahin hota
- Get link
- X
- Other Apps
Reejane Bariyan Dil nu Jawan Madine Walle Ungli ch Pake Chumna Aaqa de na te chhalle Karan maan kedi gal da Mein gunah wan gal pareya Nisbat Muhammadi aye Aur Kuchh nai Mere Palle Dozakh di ag da Mennu Ratti bhi Khauf koi naee Aaqa de Ummati haan Sade bakht balle balle Aye Ishk di aye Nagri Wakhre Asud Isde Jind deke Yaar Milda Aye Sode nai Sawalle Ayene Nasib kitthu Aeho Soch Soch Rowan Howan Mein dafan Sadik Aaqa de kadma thalle
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है
kya bataun ki kya madina hai kya bataun ki kya madina hai bas mera mudda'aa madina hai uth ke jaaun kahan madine se kya koi dusra madina hai kya bataun ki kya madina hai uski aankhon ka noor to dekho jiska dekha hua madina hai kya bataun ki kya madina hai dil mein ab koi aarzu hi nahin ya muhammad hai ya madina hai kya bataun ki kya madina hai duniya wale to dard dete hein zakhmi dil ki dawa madina hai kya bataun ki kya madina hai mere aaqa! mujhe bula lijiye mujhko bhi dekhna madina hai kya bataun ki kya madina hai dil fida hai madine wale pa...
Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام
shaah-e-do 'aalam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam karo duur har Gam salaam assalaam har aankh hoke pur-nam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam a Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam rabb ne baDe pyaar se me'raaj me.n kahaa rahne do naa'lain ko aa jaao mustafaa qadam-e-mustafaa ka liyaa arsh ne bosaa jhuum uthe saare malaa.ik o marhabaa maa.nge jo nabii rab ne vo diyaa rab ne jo diya, nabii ne vo liyaa jhuuka 'arsh-e-aa'zam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam aapne jo kar diyaa u.nglii ka ishaaraa chaand do tukDe hua qurbaan ho gayaa jab namaaz-e-'asr 'ali ki hui qazaa aapne suraj ko dubaaraa palat diyaa aap jo kiye, mo'jize bane aap ...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Apne Malik ka Main Naam lekar Lyrics / अपने मालिक का में नाम लेकर
apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun ya KHuda ! aabru rakh meri tu, teri hamd-o-sana kar raha hun tu jo chahe to ban jaye qismat, mere sajdo.n ki kya hai haqiqat teri chokhat pe sar ko jhuka kar, farz apna ada kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun maine duniya ka dekha nazaara, al-madad keh ke maine pukaara mujhko apni panaho.n mein rakhna, bas yahi iltija kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun aaj mahfil mein baithe hein jitne, sab ke dil ki tamanna ho puri sab ko haji bana de tu maula! main tadap kar dua kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun apne mahboob ka dar dikha de, mera soya muqaddar jaga de lutf-e-duniya ko le aaj se mein, apne dil se jhuda kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha ...
Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है
wo mera nabi mera nabi mera nabi hai Naat-Khwaan: Zohaib Ashrafi Laiba Fatima wo jiske liye mahfil-e-kaunain saji hai firdaus-e-bari jiske wasile se bani hai wo haashmii makki madani ul 'arabii hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai ahmad hai mohammad hai wah KHatm-e-rasuul hai maKHduum o murabbii hai wahi vaalii-e-kul hai us par hi nazar saare zamane ki lagi hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai wash-shams o wad-duHa chehra-e-anwar ki jalak hai wal-layl saza gesuu-e-hazrat ki latak hai 'aalam ko ziya uske wasile se mili hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai allah ka farman "alam-nashrah la-ka sadrak" mansuub hai "wa-raf'aana la-ka zikrak" jis zaat ka quraan me.n bhi zikr-e-jalii hai wo mera nab...
Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ
labbaik ya rasool-allah ! labbaik ya rasool-allah ! labbaik ya rasool-allah ! labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! khud ko mita denge, hum jaan luta denge naamus-e-aaqa par, hum sar kataa denge labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! haazir hei.n, haazir hei.n, haazir hei.n hum labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! kariya-kariya, basti-basti, zikr nabi ka aam karo pyaare aaqa ke diwaano.n ! haath mei.n daale haath chalo hubb-e-nabi ka har dil mei.n, tum jaa ke deep jalaao unche mei.n uncha nabi ka janda, ghar-ghar mei.n lehraao khud ko mita denge, hum jaan luta denge naamus-e-aaqa par, hum sar kataa denge labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! haazir hei.n, haazir hei.n, haazir hei.n hum labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! ibn-e-'ali ne karbo-bala mei.n tum ko ye paighaam diya yaad rakkho, pyaare aaqa ne tum ko paak nizaam diya tod do baahu ...
Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ
sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri itna kaafi hai zindagi ke liye rakh le.n sarkar jo naukari ke liye sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n duniya ke kisi shobe mein nakaam nahi hu.n sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n mere nijaat ka yahi raasta dikhai de allah mujko makka madina dikhai de roza-e-mustafa hai jaha.n par aye momino.n aashiq wahi.n pe jeeta aur marta dikhai de sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n duniya ke hukmarano.n se darta nahi.n kabhi dollar se ya riyal se bikta nahi.n kabhi jis zehn me.n samaya hai faqat dast-e-karbala momin wo sar kataata hai jukta nahi.n kabhi sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n aaqa ka faisala wahi qudrat ka faisala mehshar mein hoga unki shafa'at ka fai...







.png)

