Mera Dil aur Meri Jaan Madine Wale Lyrics by Hafiz Tahir Qadri in English ~ Hindi
Mera Dil aur Meri Jaan Madine Wale
Madina Is liye Attar Jaanon Dil se hai Pyara
Ke Rehte hein Mere Aaqa Mere Dilbar Madine mein
Madina Madina Hamara Madina
Hamein Jaanon Dil se hai Pyara Madina
Khuda gar Qayamat mein Farmaaye Mango
Lagaayeinge Diwaane Naara Madina
Mera Dil aur Meri Jaan Madine Wale
Tujpe So Jaan se Qurban Madine Wale
Fir Tamanna-e-Ziyarat ne kiya Dil be-chain
Aakhari Waqt hai kya ronake Duniya dekhun
Ab to bas Ek hi dhun hai ke Madina dekhun
Mere Maula Meri Aankhein Muje wapas karde
Aake Is baar mein Jee bhar ke Madina dekhun
Fir Tamanna-e-Ziyaarat ne kiya Dil be-chain
Fir Madine ka hai Armaan Madine waale
Mera Dil aur Meri Jaan Madine Wale
Likhde Likhde Meri Kismat mein Madina Likhde
Raatein bhi Madine ki Baatein bhi Madine ki
Jeene mein ye Jeena hai kya Baat hai Jeene ki
Taarif ke laayik jab Alfaza nahin milte
Kis Tarha kare koi Taarif Madine ki
Arsa hua Taybaah ki Galiyon se Wo guzre the
Is Waqt bhi Galiyon mein Khushbu hai Pasine ki
Likhde Likhde Meri Kismat mein Madina Likhde
Hai Teri Milk Kalamdaan Madine Wale
Mera Dil aur Meri Jaan Madine Wale
Bhar de Bhar de Mere Aaqa Meri Jholi bhar de
Tum Zamaane ke Mukhtar ho Ya Nabi
Bekason ke Madadgaar ho Ya Nabi
Sabki Sunte ho Apne hon ya Gair hon
Tum garibon ke Ghamkhwar ho Ya Nabi
Usmaan Jaan-Nashine Payambar ka Waasta
Mushkil-kusha Faatehe Khaibar ka Waasta
Abbas ke kate hue shaanon ka Waasta
Shabbir ke jale hue Khaime ka Waasta
Bhar de Bhar de Mere Aaqa Meri Jholi bhar de
Ab na rakh Be-saro Saaman Madine Waale
Mera Dil aur Meri Jaan Madine Wale
Ab Aye Rabbul-Ula Aur kya chahiye
Mil gaye Mustafa Aur kya chahiye
Daamane Mustafa Jinke Hathon mein hai
Unko Roze Jaza Aur kya chaahiye
Aap Apni Gulaami ki de dein Sanad
Bas yahi Izzato Martaba chaahiye
Bhar ke Jholi Meri Mere Sarkaar ne
Muskura kar kaha Aur Kya chaahiye
'Sage Tayba' Muje Sab kehke Pukarein Bedam
Yahi Rakhein Meri Pehchan Madine Wale
Mera Dil aur Meri Jaan Madine Wale
Ke Rehte hein Mere Aaqa Mere Dilbar Madine mein
Madina Madina Hamara Madina
Hamein Jaanon Dil se hai Pyara Madina
Khuda gar Qayamat mein Farmaaye Mango
Lagaayeinge Diwaane Naara Madina
Mera Dil aur Meri Jaan Madine Wale
Tujpe So Jaan se Qurban Madine Wale
Fir Tamanna-e-Ziyarat ne kiya Dil be-chain
Aakhari Waqt hai kya ronake Duniya dekhun
Ab to bas Ek hi dhun hai ke Madina dekhun
Mere Maula Meri Aankhein Muje wapas karde
Aake Is baar mein Jee bhar ke Madina dekhun
Fir Tamanna-e-Ziyaarat ne kiya Dil be-chain
Fir Madine ka hai Armaan Madine waale
Mera Dil aur Meri Jaan Madine Wale
Likhde Likhde Meri Kismat mein Madina Likhde
Raatein bhi Madine ki Baatein bhi Madine ki
Jeene mein ye Jeena hai kya Baat hai Jeene ki
Taarif ke laayik jab Alfaza nahin milte
Kis Tarha kare koi Taarif Madine ki
Arsa hua Taybaah ki Galiyon se Wo guzre the
Is Waqt bhi Galiyon mein Khushbu hai Pasine ki
Likhde Likhde Meri Kismat mein Madina Likhde
Hai Teri Milk Kalamdaan Madine Wale
Mera Dil aur Meri Jaan Madine Wale
Bhar de Bhar de Mere Aaqa Meri Jholi bhar de
Tum Zamaane ke Mukhtar ho Ya Nabi
Bekason ke Madadgaar ho Ya Nabi
Sabki Sunte ho Apne hon ya Gair hon
Tum garibon ke Ghamkhwar ho Ya Nabi
Usmaan Jaan-Nashine Payambar ka Waasta
Mushkil-kusha Faatehe Khaibar ka Waasta
Abbas ke kate hue shaanon ka Waasta
Shabbir ke jale hue Khaime ka Waasta
Bhar de Bhar de Mere Aaqa Meri Jholi bhar de
Ab na rakh Be-saro Saaman Madine Waale
Mera Dil aur Meri Jaan Madine Wale
Ab Aye Rabbul-Ula Aur kya chahiye
Mil gaye Mustafa Aur kya chahiye
Daamane Mustafa Jinke Hathon mein hai
Unko Roze Jaza Aur kya chaahiye
Aap Apni Gulaami ki de dein Sanad
Bas yahi Izzato Martaba chaahiye
Bhar ke Jholi Meri Mere Sarkaar ne
Muskura kar kaha Aur Kya chaahiye
'Sage Tayba' Muje Sab kehke Pukarein Bedam
Yahi Rakhein Meri Pehchan Madine Wale
Mera Dil aur Meri Jaan Madine Wale
मेरा दिल और मेरी जान मदीने वाले
मदीना इस लिए अत्तार जानों दिल से है प्यारा
के रहते हैं मेरे आक़ा मेरे दिलबर मदीने में
मदीना मदीना हमारा मदीना
हमें जानों दिल से है प्यारा मदीना
खुदा गर क़यामत में फरमाए मानगो
लगाएंगे दीवाने नारा मदीना
मेरा दिल और मेरी जान मदीने वाले
तुजपे सो जान से क़ुर्बान मदीने वाले
फिर तमन्ना-इ-ज़ियारत ने किया दिल बेचैन
आखरी वक़्त है क्या रोनके दुनिया देखूं
अब तो बस एक ही धुन है के मदीना देखूं
मेरे मौला मेरी आँखें मुझे वापस करदे
आके इक बार में जी भर के मदीना देखूं
फिर तमन्ना-इ-ज़ियारत ने किया दिल बेचैन
फिर मदीने का है अरमान मदीने वाले
मेरा दिल और मेरी जान मदीने वाले
लिखदे लिखदे मेरी क़िस्मत में मदीना लिख दे
रातें भी मदीने की , बातें भी मदीने की
जीने में ये जीना है , क्या बात है जीने की
तारीफ़ के लाईक जब अल्फ़ाज़ नहीं मिलते
किस तरह करे कोई तारीफ़ मदीने की
अरसा हुआ तयबाह की गलियों से वो गुज़रे थे
इस वक़्त भी गलियों में खुशबु है पसीने की
लिखदे लिखदे मेरी क़िस्मत में मदीना लिख दे
है तेरी मिल्क कलमदान मदीने वाले
मेरा दिल और मेरी जान मदीने वाले
भर दे भर दे मेरे आक़ा मेरी जोली भरदे
तू ज़माने के मुख़्तार हो या नबी
बेकसों के मददगार हो या नबी
सबकी सुनते हो अपने हों या गैर हों
तुम गरीबों के गमख्वार हो या नबी
उस्मान जांनशीने पयम्बर का वास्ता
मुश्किल कुशा फ़ातेहे खैबर का वास्ता
अब्बास के कटे हुए शानों का वास्ता
शब्बीर के जले हुए ख़ैमे का वास्ता
भर भर दे मेरे आक़ा मेरी जोली भर दे
अब न रख बेसरो सामान मदीने वाले
मेरा दिल और मेरी जान मदीने वाले
अब अये रब्बुल-उला और क्या चाहिए
मिल गए मुस्तफा और क्या चाहिए
दामने मुस्तफा जिनके हाथों में है
उनको रोज़े जज़ा और क्या चाहिए
आप अपनी गुलामी की दे दें सनद
बस यही इज़्ज़तो मर्तबा चाहिए
भर के जोली मेरी मेरे सरकार ने
मुस्कुरा कर कहा और क्या चाहिए
'सगे तयबाह' मुझे सब कहके पुकारें बेदम
यही रक्खें मेरी पहचान मदीने वाले
मेरा दिल और मेरी जान मदीने वाले
के रहते हैं मेरे आक़ा मेरे दिलबर मदीने में
मदीना मदीना हमारा मदीना
हमें जानों दिल से है प्यारा मदीना
खुदा गर क़यामत में फरमाए मानगो
लगाएंगे दीवाने नारा मदीना
मेरा दिल और मेरी जान मदीने वाले
तुजपे सो जान से क़ुर्बान मदीने वाले
फिर तमन्ना-इ-ज़ियारत ने किया दिल बेचैन
आखरी वक़्त है क्या रोनके दुनिया देखूं
अब तो बस एक ही धुन है के मदीना देखूं
मेरे मौला मेरी आँखें मुझे वापस करदे
आके इक बार में जी भर के मदीना देखूं
फिर तमन्ना-इ-ज़ियारत ने किया दिल बेचैन
फिर मदीने का है अरमान मदीने वाले
मेरा दिल और मेरी जान मदीने वाले
लिखदे लिखदे मेरी क़िस्मत में मदीना लिख दे
रातें भी मदीने की , बातें भी मदीने की
जीने में ये जीना है , क्या बात है जीने की
तारीफ़ के लाईक जब अल्फ़ाज़ नहीं मिलते
किस तरह करे कोई तारीफ़ मदीने की
अरसा हुआ तयबाह की गलियों से वो गुज़रे थे
इस वक़्त भी गलियों में खुशबु है पसीने की
लिखदे लिखदे मेरी क़िस्मत में मदीना लिख दे
है तेरी मिल्क कलमदान मदीने वाले
मेरा दिल और मेरी जान मदीने वाले
भर दे भर दे मेरे आक़ा मेरी जोली भरदे
तू ज़माने के मुख़्तार हो या नबी
बेकसों के मददगार हो या नबी
सबकी सुनते हो अपने हों या गैर हों
तुम गरीबों के गमख्वार हो या नबी
उस्मान जांनशीने पयम्बर का वास्ता
मुश्किल कुशा फ़ातेहे खैबर का वास्ता
अब्बास के कटे हुए शानों का वास्ता
शब्बीर के जले हुए ख़ैमे का वास्ता
भर भर दे मेरे आक़ा मेरी जोली भर दे
अब न रख बेसरो सामान मदीने वाले
मेरा दिल और मेरी जान मदीने वाले
अब अये रब्बुल-उला और क्या चाहिए
मिल गए मुस्तफा और क्या चाहिए
दामने मुस्तफा जिनके हाथों में है
उनको रोज़े जज़ा और क्या चाहिए
आप अपनी गुलामी की दे दें सनद
बस यही इज़्ज़तो मर्तबा चाहिए
भर के जोली मेरी मेरे सरकार ने
मुस्कुरा कर कहा और क्या चाहिए
'सगे तयबाह' मुझे सब कहके पुकारें बेदम
यही रक्खें मेरी पहचान मदीने वाले
मेरा दिल और मेरी जान मदीने वाले
Naat Khwan :
Hafiz Tahir QadriMore Miladunnabi Naat Lyrics:
- Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale Lyrics || Muhammad Khubaib Qadri
- Duniya ka Sabse bada Jashn manaaeinge Ham Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)
- Aashikane Mustafa ko Eide Miladunnabi Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)
- Tera Khawan Mein Tere Geet gawan Ya Rasulallah Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)
- Ham Apne Nabi Paak se yun Pyar karenge Lyrics || Hafiz Tahir Qadri || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)
I love this naat great naat mashallah SUBHANALLAH ❤️💛❣️💕💞💝💘💗💗💓
ReplyDeleteMasha Allah bahut achha kalam hai
DeleteMasha Allah I love this naat Sharif..... And Hafiz tahir qhadri Masha Allah it's very nice voice it's Hart touching
ReplyDeleteI love bhai jaan very heart thoching naat
ReplyDeleteMasha Allah bahut achha kalam hai
ReplyDeleteAllah hafiz tahir qadri ko salamat rakhe 💗