Dilli Rajasthan Tumhara Ya Khwaja Lyrics


Dilli Rajasthan Tumhara Ya Khwaja
Sara Hindustan Tumhara Ya Khwaja

Hind mein nawwe lakh ko kalema padwaya
Ham par ye Ahesan Tumhara Ya Khwaja


Sara Ana Sagar koze mein bhar aaya
Sunte hi Farman Tumhara Ya Khwaja

Faize Madina milta hai Ajmer se hi
Roza hai zee-Shan Tumhara Ya Khwaja

Jisne sajayi Khwaja Tumhari ye Mehfil
Kardo beda par usi ka Ya Khwaja

Mujko bhi Tayba ki Galiyan dikhlado
Roza-e-Zee Shan Tumhara Ya Khwaja

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu