- Get link
- X
- Other Apps
mera badshah husain hai
shah ast husain badshah ast husain
deen ast husain deen panah ast husain
sar daad na daad dast dar dast-e-yazeed
hakkā ke binā-e lā ilāha ast husain
ye baat kis qadar haseen
jo keh gaye mueenuddin
ke deen ki panah husain hai
mera husain hai
mera badshah husain hai
aman ka mehromāh bhi
jo shāhon ka hai shāh bhi
aisa badshah husain hai
mera husain hai
mera badshah husain hai
kare koi jo hamsāri
kisi ki kya majāl hai
husain har lihāz se
jahāñ mein be-misāl hai
ye ho chukā hai faislā
na koi dusrā hasan
na koi dusrā husain hai
mera husain hai
mera badshah husain hai
hidāyat-e-husain par
amal karo ai mo’minon
raheñge ham bahisht mein
yaqīn rakho ai mo’minon
qabool hogi har du'ā
kisi se kyun dareñ bhala
hamārā wāsta husain hai
mera husain hai
mera badshah husain hai
du’āoñ mein nidāoñ mein
jo wāsta ise banāyega
bahisht ki jo rāhoñ kā
rāstā ise banāyega
na wāste mein toṛ hai
na rāste mein moṛ hai
aisi sīdhi rāh husain hai
mera husain hai
mera badshah husain hai
qazā ke ba’d fir mujhe
nayī hayāt mil gayī
azāb se ‘itāb se
mujhe najāt mil gayī
sawāl jab kiyā gayā
hai kaun terā paishwā
to maine keh diyā husain hai
mera husain hai
mera badshah husain hai
shahīd-e-karbalā kā gham
jise bhī na gawāra hai
wo bad-'amal hai bad-nasab
usī pe be-shumār hai
are o dushman-e-ajal
tu mar zarā qabr mein chal
patā chalegā kyā husain hai
mera husain hai
mera badshah husain hai
karegā jo mukhālifat
gham-e-husain kī yahāñ
wo hogā hashr hashr mein
ke al-ḥafīẓ-o al-amān
jahāñ bhī chhupne jāyegā
kahīñ bhī bach na pāyegā
ke har jagah mera husain hai
mera husain hai
mera badshah husain hai
मेरा बादशाह हुसैन है
शाह अस्त हुसैन, बादशाह अस्त हुसैन
दीन अस्त हुसैन, दीन पनाह अस्त हुसैन
सर दाद न दाद दस्त, दर दस्त-ए-यज़ीद
हक़्का के बिना-ए ला इल्लाहा अस्त हुसैन
ये बात किस क़दर हसीं
जो कह गए मुईनुद्दीन
के दीन की पनाह हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है
अमन का मेहरमाह भी
जो शाहों का है शाह भी
ऐसा बादशाह हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है
करे कोई जो हमसारी
किसी की क्या मजाल है
हुसैन हर लिहाज़ से
जहाँ में बेमिसाल है
ये हो चुका है फ़ैसला
ना कोई दूसरा हसन
ना कोई दूसरा हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है
हिदायत-ए-हुसैन पर
अमल करो ऐ मोमिनों
रहेंगे हम बहिश्त में
यक़ीन रखो ऐ मोमिनों
क़बूल होगी हर दुआ
किसी से क्यों डरें भला
हमारा वास्ता हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है
दुआओं में निदाओं में
जो वास्ता इसे बनाएगा
बहिश्त की जो राहों का
रास्ता इसे बनाएगा
ना वास्ते में तोड़ है
ना रास्ते में मोड़ है
ऐसी सीधी राह हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है
क़ज़ा के बाद फिर मुझे
नई हयात मिल गई
अज़ाब से, अइताब से
मुझे निजात मिल गई
सवाल जब किया गया
है कौन तेरा पेशवा
तो मैंने कह दिया हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है
शहीद-ए-कर्बला का ग़म
जिसे भी न गवारा है
वो बद-‘अमल है बद-नसब
उसी पे बेशुमार है
अरे ओ दुश्मन-ए-अजल
तू मर ज़रा क़ब्र में चल
पता चलेगा क्या हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है
करेगा जो मुख़ालिफ़त
ग़म-ए-हुसैन की यहाँ
वो होगा हश्र हश्र में
के अल-हफ़ीज़ो अल-अमान
जहाँ भी छुपने जाएगा
कहीं भी बच न पाएगा
के हर जगह मेरा हुसैन है
मेरा हुसैन है
मेरा बादशाह हुसैन है
میرا بادشاہ حسین ہے
شاہ است حسین، بادشاہ است حسین
دین است حسین، دین پناہ است حسین
سر داد نہ داد دست، در دستِ یزید
حقّا کہ بنائے لا الہٰ الا اللہ است حسین
یہ بات کس قدر حسین
جو کہہ گئے معین الدین
کہ دین کی پناہ حسین ہے
میرا حسین ہے
میرا بادشاہ حسین ہے
امن کا مہرماہ بھی
جو شاہوں کا ہے شاہ بھی
ایسا بادشاہ حسین ہے
میرا حسین ہے
میرا بادشاہ حسین ہے
کرے کوئی جو ہمسری
کسی کی کیا مجال ہے
حسین ہر لحاظ سے
جہاں میں بے مثال ہے
یہ ہو چکا ہے فیصلہ
نہ کوئی دوسرا حسن
نہ کوئی دوسرا حسین ہے
میرا حسین ہے
میرا بادشاہ حسین ہے
ہدایتِ حسین پر
عمل کرو اے مومنو
رہیں گے ہم بہشت میں
یقین رکھو اے مومنو
قبول ہوگی ہر دعا
کسی سے کیوں ڈریں بھلا
ہمارا واسطہ حسین ہے
میرا حسین ہے
میرا بادشاہ حسین ہے
دعاؤں میں نداؤں میں
جو واسطہ اسے بنائے گا
بہشت کی جو راہوں کا
راستہ اسے بنائے گا
نہ واسطے میں توڑ ہے
نہ راستے میں موڑ ہے
ایسی سیدھی راہ حسین ہے
میرا حسین ہے
میرا بادشاہ حسین ہے
قضا کے بعد پھر مجھے
نئی حیات مل گئی
عذاب سے، عتاب سے
مجھے نجات مل گئی
سوال جب کیا گیا
ہے کون تیرا پیشوا
تو میں نے کہہ دیا حسین ہے
میرا حسین ہے
میرا بادشاہ حسین ہے
شہیدِ کربلا کا غم
جسے بھی نہ گوارا ہے
وہ بدعمل ہے بدنسب
اسی پہ بیشمار ہے
ارے او دشمنِ اجل
تو مر ذرا قبر میں چل
پتا چلے گا کیا حسین ہے
میرا حسین ہے
میرا بادشاہ حسین ہے
کرے گا جو مخالفت
غمِ حسین کی یہاں
وہ ہوگا حشر حشر میں
کہ الحفیظ و الامان
جہاں بھی چھپنے جائے گا
کہیں بھی بچ نہ پائے گا
کہ ہر جگہ میرا حسین ہے
میرا حسین ہے
میرا بادشاہ حسین ہے
More Lyrics :
bilal Qadri
hafiz ahmad raza qadry
M
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laa...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Meeran Waliyon ke Imam dedo panjatan ke naam Lyrics / मीराँ वलीयों के इमाम देदो पंजतन के नाम
meeraan walion ke imaam! dedo panjatan ke naam meeraan walion ke imaam! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se daalo nazr-e-karam sarkaar! apne mangaton par ek baar humne mehfil hai sajaaee badi dair se mere chaand mainn sadqe, aaja idhar bhi chamak utthe dil ki kali ghaus-e-aa'zam! meeraan waliyon ke imaam ! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se tere rabb ne malik kiya tere zad ko tere dar se duniya pali ghaus-e-aa'zam! meeran waliyon ke imaam ! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se tera rutba aala na kyun ho ke maula! tu hai ibn-e-maula ali ghaus-e-aa'zam! meeran waliyon ke imaam ! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se qadam gardan-e-auliya par hai tera tu hai rab ka aisa wali ghaus-e-aa'zam! meeran waliyon ke imaam! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se tum jo banaao baat banegi, donon jahaan men laaj rahegi lajpaal karam ab k...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Mohe Sapna ma Darshan dikhai gayo re Lyrics / मोहे सपना मां दर्शन दिखाई गयो रे
More Ghaus-ul-Wara Roman Hindi Urdu Roman Urdu gaus-e-aazam darmiyaan-e-auliya choon muhammad darmiyaan-e-ambiya mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara chashma baghdaad ka jab laga aankh par dekha taiba nagar, dekha taiba nagar jaanib-e-makka jab bhi uthi hai nazar dekha taiba nagar, dekha taiba nagar mohe man maan madina basai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara gham ka baadal tha aur main pareshan tha mujhko bakhsha sukoon, mujhko bakhsha sukoon tooti patwaar thi aur main hairaan tha ...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...







.png)


Aman ka mehromah yah pr mehromah ka matlab kya hai?
ReplyDeleteplease answer
Mehr-o-Mah
DeleteIska mtlb hy k chand aur sooraj..
Masha Allah agy ap smjhdar hen.
Missry ka mtlb b smjh e jain gy
Aman ka mehromah yah pr mehromah ka matlab kya hai?
ReplyDeleteplease answer
This comment has been removed by the author.
DeleteMashalla
ReplyDeletemera badshah Husain he
ReplyDeletemera badshah Husain he
ReplyDeletemere Husain tujhe salam
ReplyDeletemera badshah hussain hai
ReplyDelete