Dekar khuda ko jaan ki Kimat kharid li Lyrics
Dekar khuda ko jaan ki Kimat kharid li
Har aashiq-e-Rasool ne Jannat kharid li
Aaqa ne apni zindagi gurbat mein kaat kar
Duniya ke har garib ki gurbat kharid li
Asgar ke us tabast mein masoom par nisar
Jisne yazidiyon ki hukumat kharid li
Jisne nabi ki yaad ko dil mein basa liya
Samjo ke usne khuld ki rahat kharid li
So baar us diwana-e-Sarkar ko salam
Jis se Zubaida bibi ne Jannat kharid li
Mash'hoor kar diya muje aaqa ki naat ne
Meine Nabi ki naat se shohrat kharid li
Najdi ko haaye sharm ye bilkul muhal hai
Shaitan ne har ek ki gairat kharid li
Mairaj-e-Mustafai pe kurbaan jaiye
Jisne zameen ke wast azmat kharid li
Allah ne Mustafa ki raza ke liye Asad
Bazar-e-Mustafai se ummat kharid li
Har aashiq-e-Rasool ne Jannat kharid li
Aaqa ne apni zindagi gurbat mein kaat kar
Duniya ke har garib ki gurbat kharid li
Asgar ke us tabast mein masoom par nisar
Jisne yazidiyon ki hukumat kharid li
Jisne nabi ki yaad ko dil mein basa liya
Samjo ke usne khuld ki rahat kharid li
Jis se Zubaida bibi ne Jannat kharid li
Mash'hoor kar diya muje aaqa ki naat ne
Meine Nabi ki naat se shohrat kharid li
Najdi ko haaye sharm ye bilkul muhal hai
Shaitan ne har ek ki gairat kharid li
Mairaj-e-Mustafai pe kurbaan jaiye
Jisne zameen ke wast azmat kharid li
Allah ne Mustafa ki raza ke liye Asad
Bazar-e-Mustafai se ummat kharid li
Comments
Post a Comment