Allah Allah Nabi ka gharana Lyrics
Allah Allah Nabi ka gharana
Ye Gharana waraul wara hai
Ismein Hasanain hein Fatima hai
Is Gharane mein Mushkil kusha hai
Lab pe hein tazkire Panjatan ke
Phool mehke hein Mere chaman ke
Aesa Unke karam ne nawaaza
Apni kismat pe Dil jumta hai
Ummati hun mein Shahe Zaman ka
Hun Bhikari mein Aaqa Hasan ka
Sadke jaaun mein Unki ata par
Dene waale ne sab kuchh diya hai
Naam par Tere sab kuchh mila hai
Naam par Tere sab kuchh fida hai
Naam par Tere qurbaan jaaun
Ham garibon ka Tu aasara hai
Khair se Tumhi Khairul wara ho
Aur Tumhi Saiyyedul Ambiya ho
Koi tujsa hua hai na hoga
Tere Rabb ka yahi faisala hai
Mera bhi hai koi duniya waalon
Be-sahara muje tum na samjo
Sath mere mera peshwa hai
Mera Rabb hai mera Mustafa hai
Laaj rakhlo gada e karam ki
Bhardo bhardo hamari bhi joli
Koi ye na kahe kamli wale
Teri mehfil se khali gaya hai
Kafa e ishk ka hun namazi
Mein hun unki inayat pe raazi
Meri turbat pe likhna niyazi
Panjatan ka ye adna gada hai
Ye Gharana waraul wara hai
Ismein Hasanain hein Fatima hai
Is Gharane mein Mushkil kusha hai
Lab pe hein tazkire Panjatan ke
Phool mehke hein Mere chaman ke
Aesa Unke karam ne nawaaza
Apni kismat pe Dil jumta hai
Ummati hun mein Shahe Zaman ka
Hun Bhikari mein Aaqa Hasan ka
Sadke jaaun mein Unki ata par
Dene waale ne sab kuchh diya hai
Naam par Tere sab kuchh mila hai
Naam par Tere sab kuchh fida hai
Naam par Tere qurbaan jaaun
Ham garibon ka Tu aasara hai
Khair se Tumhi Khairul wara ho
Aur Tumhi Saiyyedul Ambiya ho
Koi tujsa hua hai na hoga
Tere Rabb ka yahi faisala hai
Mera bhi hai koi duniya waalon
Be-sahara muje tum na samjo
Sath mere mera peshwa hai
Mera Rabb hai mera Mustafa hai
Laaj rakhlo gada e karam ki
Bhardo bhardo hamari bhi joli
Koi ye na kahe kamli wale
Teri mehfil se khali gaya hai
Kafa e ishk ka hun namazi
Mein hun unki inayat pe raazi
Meri turbat pe likhna niyazi
Panjatan ka ye adna gada hai
Comments
Post a Comment