Andhere mein Dil ke Charage Muhabbat Lyrics || अँधेरे में दिल के चरागे महोब्बत || Hafiz Tahir Qadri || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)
Roman (Eng) :
andhere me.n dil ke charaag-e-mohabbat
ye kis ne jalaaya sawere-sawere
liya jab se maine ye naam-e-muhammad
bada lutf aaya sawere-sawere
aqidat ki manzil ka bas raaz ye hai
isha ke wuzu se ada ho sahar bhi
ibaadat ka sauda andhere-andhere
munaafa kamaaya sawere-sawere
KHuda ki qasam ye haqeeqat hai sehra
ke be-noor aankhon me.n bhi noor chamka
tere sabz gumbad ko suraj ki kirno.n
ne jab jagmagaaya sawere-sawere
ibaadat kiye jaa , namaze.n pade ja
shab-o-roz sajdo.n pe sajde kiye ja
ibaadat usi ki namaze.n usi ki
jise panjatan ka gharaana mila hai
madine ke jalwe, madine ki raate.n
hame.n aye KHudaya dikha jaldi-jaldi
tadapte he.n din-raat jo huzuri ko
unhe.n aye KHudaaya bula jaldi-jaldi
khayal-e-madina me.n nind aa gayi jab
karaar aa gaya be karaari ko meri
kiye sabz gumbad ke maine nazaare
bada lutf aaya sawere-sawere
wo roze ka manzar wo mehraab-o-mimbar
wo jannat ki kyaari badi pyaari-pyaari
jahaa.n par lagi mere aaqa ki taliyaa.n
wo galiyaa.n hame.n bhi dikha jaldi-jaldi
jinhe.n sunke karte the iftaar-o-sehri
sabhi maah-e-ramzaan me.n usshaak-e-nabawi
jinhe.n sunke hota hai ek kaif taari
hame.n wo azaane.n suna jaldi-jaldi
qayaamat ka ek din mu'ayyan hai lekin
hamaare liye har nafas hai qayaamat
madine se ham jaa.n-nisaaro.n ki doori
qayaamat nahi.n hai to fir aur kya hai
kahaa.n mai.n kahaa.n ye madine ki galiyaa.n
ye qismat nahin hai to fir aur kya hai
jahaa.n roza-e-paak-e-KHairul wara hai
wo jannat nahi.n hai to fir aur kya hai
muhammad ki 'azmat ko kya puchhte ho
wo saahib-e-kaa'ba kausain Thehre
sar-e-hashr aaqa ki mehmaa.n nawaazi
ye 'azmat nahi.n hai to fir aur kya hai
ye kis ne jalaaya sawere-sawere
liya jab se maine ye naam-e-muhammad
bada lutf aaya sawere-sawere
aqidat ki manzil ka bas raaz ye hai
isha ke wuzu se ada ho sahar bhi
ibaadat ka sauda andhere-andhere
munaafa kamaaya sawere-sawere
KHuda ki qasam ye haqeeqat hai sehra
ke be-noor aankhon me.n bhi noor chamka
tere sabz gumbad ko suraj ki kirno.n
ne jab jagmagaaya sawere-sawere
ibaadat kiye jaa , namaze.n pade ja
shab-o-roz sajdo.n pe sajde kiye ja
ibaadat usi ki namaze.n usi ki
jise panjatan ka gharaana mila hai
madine ke jalwe, madine ki raate.n
hame.n aye KHudaya dikha jaldi-jaldi
tadapte he.n din-raat jo huzuri ko
unhe.n aye KHudaaya bula jaldi-jaldi
khayal-e-madina me.n nind aa gayi jab
karaar aa gaya be karaari ko meri
kiye sabz gumbad ke maine nazaare
bada lutf aaya sawere-sawere
wo roze ka manzar wo mehraab-o-mimbar
wo jannat ki kyaari badi pyaari-pyaari
jahaa.n par lagi mere aaqa ki taliyaa.n
wo galiyaa.n hame.n bhi dikha jaldi-jaldi
jinhe.n sunke karte the iftaar-o-sehri
sabhi maah-e-ramzaan me.n usshaak-e-nabawi
jinhe.n sunke hota hai ek kaif taari
hame.n wo azaane.n suna jaldi-jaldi
qayaamat ka ek din mu'ayyan hai lekin
hamaare liye har nafas hai qayaamat
madine se ham jaa.n-nisaaro.n ki doori
qayaamat nahi.n hai to fir aur kya hai
kahaa.n mai.n kahaa.n ye madine ki galiyaa.n
ye qismat nahin hai to fir aur kya hai
jahaa.n roza-e-paak-e-KHairul wara hai
wo jannat nahi.n hai to fir aur kya hai
muhammad ki 'azmat ko kya puchhte ho
wo saahib-e-kaa'ba kausain Thehre
sar-e-hashr aaqa ki mehmaa.n nawaazi
ye 'azmat nahi.n hai to fir aur kya hai
हिंदी (Hindi) :
अँधेरे में दिल के चरागे महोब्बतये किसने जलाया सवेरे सवेरे
लिया जब से मैंने ये नाम मुहम्मद
बड़ा लुत्फ़ आया सवेरे सवेरे
अक़ीदत की मंज़िल का बस राज़ ये है
ईशा के वुज़ू से अदा हो सहर भी
इबादत का सौदा अँधेरे अँधेरे
मुनाफा कमाया सवेरे सवेरे
खुदा की क़सम ये हकीकत है सहेरा
के बेनूर आँखों में भी नूर चमका
तेरे सब्ज़ गुम्बद को सूरज की किरणों
ने जब जगमगाया सवेरे सवेरे
इबादत किये जा, नमाज़ें पड़े जा
शबो रोज़ सजदों पे सजदे किये जा
इबादत उसी की , नमाज़ें उसी की
जिसे पंजतन का गराना मिला है
मदीने के जलवे मदीने की रातें
हमें अये खुदाया दिखा जल्दी जल्दी
तड़पते हैं दिन रात जो हुज़ूरी को
उन्हें अये खुदाया बुला जल्दी जल्दी
ख़याले मदीना में नींद आ गयी जब
क़रार आ गया बेकरारी को मेरी
किये सब्ज़ गुम्बद के मैंने नज़ारे
बड़ा लुत्फ़ आया सवेरे सवेरे
वो रोज़े का मंज़र वो मेहरबो मिम्बर
वो जन्नत की क्यारी बड़ी प्यारी प्यारी
जहाँ पर लगी मेरे आक़ा की तलियाँ
वो गलियां हमें भी दिखा जल्दी जल्दी
जिन्हें सुनके करते थे इफ्तारो सहरी
सभी माहे रमज़ान में उषाके नबवी
जिन्हें सुनके होता है एक कैफ तारी
हमें वो अज़ानें सुना जल्दी जल्दी
क़यामत का एक दिन मुअय्यन है लेकिन
हमारे लिए हर नफ़स है क़यामत
मदीने से हम जां निसारों की दूरी
क़यामत नहीं है तो फिर और क्या है
कहाँ में कहाँ ये मदीने की गलियां
ये क़िस्मत नहीं है तो फिर और क्या है
जहाँ रोज़ा-इ-पाके खैरुल वरा है
वो जन्नत नहीं है तो फिर और क्या है
मुहम्मद की अज़मत को क्या पूछते हो
के वो साहिबे काबा कौसेन ठहरे
सरे हश्र आक़ा की मेहमान नवाज़ी
ये अज़मत नहीं है तो फिर और क्या है
Bohot Bohot Shukria
ReplyDeleteThis is a very good effort
ماشاءاللہ
ReplyDelete