Mere Aaqa Nigaahe Karam ho Lyrics || Owais Raza Qadri
mere aaqa ! nigaah-e-karam ho
deed ka hu.n talabgaar aaqa ! hu.n agarche gunahghaar aaqa !
ek jalak apni sarkaar aaqa ! ab dikha do na ek baar aaqa !
is gunahgaar par bhi karam ho, mere aaqa nigaah-e-karam ho
Chhut jaaye gunahon ki aadat
Rabb ki Dil se karun Mein Ibaadat
Aesi karde Tu Nazre Inaayat
Bas Tere gham mein Maahe Risaalat
Dil tadaptaa rahe aankh nam ho
Mere Aaqa Nigaahe Karam ho
Hai tamanna Meri Mere Dilbar
Dekhlun kaash har saal aa kar
Teri Masjid ke Mehrabo Mimbar
Aur Roze ka pur kayf manzar
Fir bayaan haal ba chashme nam ho
Mere Aaqa Nigaahe Karam ho
Yaad aata hai Mujko wo Manzar
Jab chalaa tha Madine se Dilbar
Muztarib Qalb tha Aankh thi tar
is gunahgaar par bhi karam ho, mere aaqa nigaah-e-karam ho
Chhut jaaye gunahon ki aadat
Rabb ki Dil se karun Mein Ibaadat
Aesi karde Tu Nazre Inaayat
Bas Tere gham mein Maahe Risaalat
Dil tadaptaa rahe aankh nam ho
Mere Aaqa Nigaahe Karam ho
Hai tamanna Meri Mere Dilbar
Dekhlun kaash har saal aa kar
Teri Masjid ke Mehrabo Mimbar
Aur Roze ka pur kayf manzar
Fir bayaan haal ba chashme nam ho
Mere Aaqa Nigaahe Karam ho
Yaad aata hai Mujko wo Manzar
Jab chalaa tha Madine se Dilbar
Muztarib Qalb tha Aankh thi tar
Us gadi arz ye thi zubaan par
Baar baar aaun Aesa Karam ho
Mere Aaqa Nigaahe Karam ho
Arz karta Ubaide Raza hai
Jo Tere Dar ka adnaa gadaa hai
Mushkilon mein Shahaa ye giraan hai
Tujse imdaad ye chaahta hai
Door Iska har ek ranjo gham ho
Mere Aaqa Nigaahe Karam ho
Baar baar aaun Aesa Karam ho
Mere Aaqa Nigaahe Karam ho
Arz karta Ubaide Raza hai
Jo Tere Dar ka adnaa gadaa hai
Mushkilon mein Shahaa ye giraan hai
Tujse imdaad ye chaahta hai
Door Iska har ek ranjo gham ho
Mere Aaqa Nigaahe Karam ho
Comments
Post a Comment