Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye Lyrics



Thandi thandi hawa rehmaton ki chali
Banke Moze karam Mustafa aa gaye
Hal meri ho gayi khud ba khud mushkilein
Sare alam ke mushkil kusha aa gaye

Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye
Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye

Aamna ka mukaddar sawara gaya
God mein chand jiski utara gaya
Hooro gulma salami ko jukne lage
Padte Rizwan Salle Ala aa gaye

Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye
Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye

Donon alam ki kismat badalne lagi
Noor mein sari kaunayn dhalne lagi
Khush Mukaddar Halim mubarak tuje
God mein teri khayrul wara aa gaye

Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye
Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye

Ban gayi hai zameen rashke bage jina
Saj gaye aasman khil utha gulsitan
Manglo rehmatien khol lo joliyan
Dene khairat hajat rawa aa gaye

Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye
Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye

Aaj koi bhi saeem na khali rahe
Sab muradein mile har musibat tale
Madani aqa ki amad ka sadka mile
Bhik lene ko ham ya khuda aa gaye

Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye
Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye

Comments

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Hum ne Aankhon se dekha nahin hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Kyun aake ro raha hai Muhammad ke Shehar mein / क्यों आके रो रहा है मुहम्मद के शहर में / کیوں آکے رو رہا ہے محمد کے شہر میں

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا