Aamad hai Aamad hai Aamad haiAamad hai Aamad hai Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai
Hai aaj Jashne Wilaadat Nabi ki Aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai
Jahan mein bajti hai Nobat Nabi ki Aamad hai
Sunaao sab ko bishaarat Nabi ki aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai
Sajaao Ghar ko charaagan karo mohalle mein
Manaao Jashne Wilaadat Nabi ki Aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai
Machaao dhuum sabhi marhaba ke naaron ki
Manaao Jashne Wilaadat Nabi ki Aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai Pukaaro jor se diwaanon Ya Rasulallah
Milegi qalb ko raahat Nabi ki Aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai Utho adab se Salaato Salaam padhte hein
Ab aaya waqte Wilaadat Nabi ki Aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai Juluse Jashne Wilaadat mein Naat ki dhuumein
Machaao hai ye sa-adat Nabi ki Aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai Ghar Aamina ke chalo chal ke arz karte hein
Hamein ho bhikh inaayat Nabi ki Aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai
Andheri ghor mein gabraao mat gunahgaron
Lo karlo Tum bhi ziyaarat Nabi ki Aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai Lipat ke Daamane Rehmat se Qabr mein Attar
Nikaalo aaj to hasrat Nabi ki Aamad hai
Jalaao Shama-e-Mohabbat Nabi ki Aamad hai
Nabi ki Aamad hai Nabi ki Aamad hai
Comments
Post a Comment