Mera beta Ya nabi kehne ke kabil ho gaya Lyrics

Roman(Eng): 

Assalatu Wassalam Assalatu Wassalam

Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah
Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah


Ishqe Ahmad mein bada Aejaaz haasil ho gaya
Mera beta Ya Nabi kehne ke qaabil ho gaya


Dar haqiqat Us gadi ahesaas Ye muj ko hua
Jis gadi ye chhod kar ke haath ko Mere Khuda
Ye Tere Mehboob ki Mehfil mein shaamil ho gaya
Mera beta Ya Nabi kehne ke qaabil ho gaya

Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah
Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah

Ya khuda iska iska nasiba ful ki tarha khile
Unke ishk e paak ki daulat khuda isko mile
Jinke qalb e paak pe Quran nazil ho gaya
Mera beta Ya nabi kehne ke kabil ho gaya

Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah
Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah

Maslake Ahmad Raza Isko wiraasat mein milaa
Bachpani hi se Mere aaqa ke tukdon par pala
Kamsini mein hi Mere Aaqa ka Saeel ho gaya
Mera beta Ya Nabi kehne ke qaabil ho gaya

Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah
Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah

Sab mein Ye bante Mahobbat na ke ye zaalim bane
Ummate Mehboob ka ek ba-amal Aalim bane
Naaz ho Mujko ye Aalim aur Fazil ho gaya
Mera beta Ya Nabi kehne ke qaabil ho gaya

Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah
Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah

Aye Junaide Qasmi dekha jo Isko joomte
Naame Sarkare Do Aalam par angutha chumte
Ye Bilale Qadri Aaj maaeel ho gaya
Mera beta Ya Nabi kehne ke qaabil ho gaya

Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah
Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Hum ne Aankhon se dekha nahin hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर