Posts

Showing posts with the label ya rsulallah

Mere Mustafa hi Aakhari Nabi hein Lyrics / मेरे मुस्तफ़ा ही आख़िरी नबी हैं

mere mustafa hi aakhri nabi hein ya rasulallah ant khatamun nabiyyeen ya rasulallah ant khatamun nabiyyeen muslim ka tarana hai, imaan ka taqaza hai ham sab ka aqeeda hai, ye khatm-e-nabuwwat mere mustafa hi aakhri nabi hein mere mustafa hi aakhri nabi hein is khatm-e-nabuwwat pe yun pehra lagana hai bas khun ka har katra aaqa pe bahaana hai muslim ka tarana hai, imaan ka taqaza hai ham sab ka aqeeda hai, ye khatm-e-nabuwwat mere mustafa hi aakhri nabi hein jab tak na qayamat ho kazzab na dikhaye har daur mein jhuthon ko suli par chadhana hai muslim ka tarana hai, imaan ka taqaza hai ham sab ka aqeeda hai, ye khatm-e-nabuwwat mere mustafa hi aakhri nabi hein mirzai munafiq ka islam se kya rishta mirza ka jo haami hai wo apna nishana hai muslim ka tarana hai, imaan ka taqaza hai ham sab ka aqeeda hai, ye khatm-e-nabuwwat mere mustafa hi aakhri nabi hein angrez ki saazish se mirzaee bana tola is j...

Mera beta Ya nabi kehne ke kabil ho gaya Lyrics

Roman(Eng):  Assalatu Wassalam Assalatu Wassalam Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah Ishqe Ahmad mein bada Aejaaz haasil ho gaya Mera beta Ya Nabi kehne ke qaabil ho gaya Dar haqiqat Us gadi ahesaas Ye muj ko hua Jis gadi ye chhod kar ke haath ko Mere Khuda Ye Tere Mehboob ki Mehfil mein shaamil ho gaya Mera beta Ya Nabi kehne ke qaabil ho gaya Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah Ya khuda iska iska nasiba ful ki tarha khile Unke ishk e paak ki daulat khuda isko mile Jinke qalb e paak pe Quran nazil ho gaya Mera beta Ya nabi kehne ke kabil ho gaya Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah Maslake Ahmad Raza Isko wiraasat mein milaa Bachpani hi se Mere aaqa ke tukdon par pala Kamsini mein hi Mere Aaqa ka Saeel ho gaya Mera beta Ya Nabi kehne ke qaabil ho gaya Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah Sab mein Ye ba...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Alwada Alwada Mahe Ramzan Lyrics / अलवदा अलवदा माहे रमज़ान / by Owais Raza Qadri in English ~ Hindi

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर