Mojza mere nabi ka keh diya to ho gaya Naat Lyrics


Mojza mere nabi ka keh diya to ho gaya
Aap ne katre ko dariya keh diya to ho gaya

Hath me talvar le kar aaye jab hazrat umar
Aa mere daman me aaja keh diya to ho gaya


Aabdida the b-vakt e asar jab hazrat ali
Dube suraj ko nikal ja keh diya to ho gaya

Masjide nabvi mai ghar se aap ke mimbar talak
Aap ne jannat ka tukda keh diya to ho gaya

Mustafa se hai khuda ko pyar kitna dekhiye
Khana e kaba ko kibla keh diya to ho gaya

Naam le kar mustafa ka hath me lekar kalam
Maine Ajmal ek kasida keh diya to ho gaya


Comments

Post a Comment

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu