Mojza mere nabi ka keh diya to ho gaya Lyrics / मोज़ज़ा मेरे नबी का कह दिया तो हो गया / معجزہ میرے نبی کا کہہ دیا تو ہو گیا
mojza mere nabi ka keh diya to ho gaya mojza mere nabi ka keh diya to ho gaya aap ne katre ko dariya keh diya to ho gaya haath me talwar le kar aaye jab hazrat umar aa mere daman me aaja keh diya to ho gaya aabdida the b-waqt-e-asar jab hazrat ali doobe suraj ko nikal ja keh diya to ho gaya masjide nabvi mai ghar se aap ke mimbar talak aap ne jannat ka tukda keh diya to ho gaya mustafa se hai khuda ko pyaar kitna dekhiye khaana-e-kaaba ko qibla keh diya to ho gaya naam le kar mustafa ka haath me lekar qalam maine ajmal ek qasida keh diya to ho gaya मोज़ज़ा मेरे नबी का कह दिया तो हो गया मोज़ज़ा मेरे नबी का कह दिया तो हो गया आप ने क़तरे को दरिया कह दिया तो हो गया हाथ में तलवार लेकर आए जब हज़रत उमर आ मेरे दामन में आजा कह दिया तो हो गया आबदीदा थे ब-वक़्त-ए-असर जब हज़रत अली डूबे सूरज को निकल जा कह दिया तो हो गया मस्जिदे-नबवी में घर से आप के मिं...