Jashne Wiladat Manaao Lyrics || Owais Raza Qadri
Jashne Wiladat Manaao Jashne Wiladat Manaao
Shadi ke nagme sunaao Jashne Wiladat Manaao
Aamad hui Mustafa ki Aai Sada Marhaba ki
Raahon mein Aankhein bichhaao Jashne Wiladat Manaao
Aamad ki dhumein machi hon Yaaron Ye galiyaan saji hon
Kuchh josh Aesa dikhaao Jashne Wiladat Manaao
Yaaron Hare Parchamon se Rang b Rang Kum-Kumon se
Apne Gharon ko sajaao Jashn e Wiladat Manaao
Geet Unke gaate hi rehna Din Ye manaate hi rehnaa
Bacchon ko bhi Ye sikhaao Jashne Wiladat Manaao
Dil se kadurat mitaa kar shikwe shikaayat bhula kar
Sab ko gale se lagaao Jash e Wiladat Manaao
Lab pe rahe Unki baatein Dil mein rahein Unki yaadein
Is Tarha Mehfil mein aao Jashne Wiladat Manaao
Rehmat ke baadal gire hein Chhamchham barasne lage hein
Khoob Aaj Ismein nahaao Jashne Wiladat Manaao
Maula e Kull aa gae hein Khatme Rusool aa gae hein
Naraa ye milke lagaao Jashne Wiladat Manaao
Wallah Ubaid Apni izzat Hai Naat hi ki badolat
Isko Wazifa banaao Jashne Wiladat Manaao

Comments
Post a Comment