jaago sunniyon jaago - English jaago sunniyon jaago ab sar ko utha kar jina hai jis cheez ki aaj zarurat hai vo sunni ki bedari hai gar jaag gaya ye sunni to fir har takat pe bhari hai jaago sunniyon jaago ab sar ko utha kar jina hai har koi apne maslak se vabasta ho ke jeeta hai kyun sunni apne maslak ke izhar se ab tak aari hai jaago sunniyon jaago ab sar ko utha kar jina hai tu dekh le apne maazi ko is millat ke har gazi ko har zalim ghabr larza hai shaitan pe haibat tari hai jaago sunniyon jaago ab sar ko utha kar jina hai mat darna in tang raho se mat darna in bad khawo se jab sath hai tayba ke wali fir aage kya dushvari hai jaago sunniyon jaago ab sar ko utha kar jina hai islam ke gilbe ki manzil ek roz hame mil jaegi jo bhasm karegi batil ko vo apni hi chingari hai jaago sunniyon jaago ab sar ko utha kar jina hai jab tak bhi zinda rehna ...