KARAM GAUS E AAZAMKARAM GAUS E AAZAM

KARAM GAUS E AAZAMKARAM GAUS E AAZAM
TUMHARE TASADDUQ BHARAM GAUS E AAZAM
TUMHEN QASMEN DE KAR KHILATA HAI MAULA
UTHATA HAI NAAZ O NE"AM GAUS E AAZAM
WILAYAT KI ASNAD OUSEE KO MILEGI
MILA JIS KI KHATIR QALAM GAUS E AAZAM
AGISNA AGISNA AGISNA AGISNA
GIRAFTAR E GUM HAI UMAM GAUS E AAZAM
DIL E MUZTARIB KO MAYASSAR SUKOON HO
AGAR DIL PE RAKH DO QADAM GAUS E AAZAM
MUJHE BAAZ APNE NAHI KAHTE APNA
TUMHIN KAH DO APNA, KARAM GAUS E AAZAM
PANAH APNE DAMAN KI MUJH KO ATAA HO
K DHATE HAIN AADAA SITAM GAUS E AAZAM
MUREEDEE PE NAAZAN HAI SHAKIR NOORI
MILA IS KO DAST E KARAM GAUS E AAZAM

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Har Desh mein gunjega Ab Ya Rasool-allah Lyrics Full / हर देश में गूंजेगा, अब या रसूलल्लाह / ہر دیش میں گونجے گا، اب یا رسول اللہ

Ya Nabi Mujh pe bhi Ek Nigahe Karam Lyrics / तुझको भेजा गया है करम के लिए

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں