Tajdar e haram Ho Nigah e karam Lyrics | Atif Aslam
Kismat mein meri chain say jeena likh De
Dube na kabhi mera safeena likh De
Jannat bhi Gavara hai magar mere liye
Aye Katib-e-Taqdeer Madina Likh De
Tajdar e haram Ho Nigah e karam
Hum gharibon key din bhi sanwar jaye ge
Hamiye bekasan, kya kahe ga jahan
Aap ke dar say khali agar jayen ge
Tajdare Haram Tajdare Haram
Koi apna nahi gham ke mare hein ham
Aap ke dar pe fariyad laye hein ham
Aap ke dar say khali agar jayen ge
Tajdare Haram Tajdare Haram
Koi apna nahi gham ke mare hein ham
Aap ke dar pe fariyad laye hein ham
Ho Nigahe Karam warna Chokhat pe ham
Aapka naam le le ke mar jayenge
Aapka naam le le ke mar jayenge
Tajdare Haram Tajdare Haram
Kya Tumse kahun Aye Rabb key kunwar
Tum janat ho man ki batiyaan
Daar furqat toh aae ummi laqab
Kate na katati ab ratiyaan
Tori preet mein sudh bhud sab bisri
Kab tak rahegi ye Be Khabri
Daahe ba figan buzdi da nazar
Kabhi sun bhi toh lo humari batiyaan
Aapke dar se koi na khali gaya
Apne daman ko bhar ke sawali gaya
Ho habeebe Hazeen par bhi Aqa nazar
Warna aah rah ke hasti bikhar jayenge
Kya Tumse kahun Aye Rabb key kunwar
Tum janat ho man ki batiyaan
Daar furqat toh aae ummi laqab
Kate na katati ab ratiyaan
Tori preet mein sudh bhud sab bisri
Kab tak rahegi ye Be Khabri
Daahe ba figan buzdi da nazar
Kabhi sun bhi toh lo humari batiyaan
Aapke dar se koi na khali gaya
Apne daman ko bhar ke sawali gaya
Ho habeebe Hazeen par bhi Aqa nazar
Warna aah rah ke hasti bikhar jayenge
Tajdare Haram Tajdare Haram
Maikashon Aao Aao Madine Chalen
Madine Chalen Madine Chalen Madine Chale
Maikashon Aao Aao Madine Chale
Aao Madine Chalen Aao Madine Chalen
Isi Mahine Chalen Aao Madine Chalen
Tajalliyon ki ajab hai fiza Madine mein
Nigahe Shoq ki hai inteha Madine mein
Ghame Hayat na khaufe qaza Madine mein
Namaze Ishq karenge ada madine mein
Barahe raas hai Rahe Khuda Madine mein
Aao Madine Chale Aao Madine Chale
Isi Mahine Chale Aao Madine Chale
Maikashon Aao Aao Madine Chalen
Tast Saqi e Kausar se pine Chalen
Yaad rakho agar uth gayi agar
Jitne khali hai sab jaam bhar jayenge
Tajdare Haram Tajdare Haram
Khaufe Tufan hai bijliyon ka hai dar
Sakht mushkil hai Aqa kidhar jayen ham
Aap hi gar na lenge hamari khabar
Ham musibat ke maare kidhar jayenge
Tajdare Haram Tajdare Haram
Ya Mustafa , Ya Mujtaba
Ir-hamlana Ir-hamlana
Kaste hama bechara ra
Dama tuhi Dama tuhi
Man aasiyan Man aajizan
Man bekasan Haale miran
Pursa Tuhi Pursa Tuhi
Pursa Tuhi Pursa Tuhi
Aye mushtk be zumbar fisha
Paike naseeme sub'ha dam
Aye charagar isana fas
Aye mooneesay bimare gham
Aye kasheefe pur khanda bai
Tujko usi gul ki kasam
Innal tihari hassaba
Yawmil ila aradil Haram
Ballig salami Rauzatan
Fihin-nabiyil Mohtaram
Tajdar e haram, Ho Nigah e karam
Hum gharibon ke din bhi sanwar jaye ge
Hami e baikasan, kya kahe ga jahan
Aap key dar say khali agar jaye ge
Man bekasan Haale miran
Pursa Tuhi Pursa Tuhi
Pursa Tuhi Pursa Tuhi
Aye mushtk be zumbar fisha
Paike naseeme sub'ha dam
Aye charagar isana fas
Aye mooneesay bimare gham
Aye kasheefe pur khanda bai
Tujko usi gul ki kasam
Innal tihari hassaba
Yawmil ila aradil Haram
Ballig salami Rauzatan
Fihin-nabiyil Mohtaram
Tajdar e haram, Ho Nigah e karam
Hum gharibon ke din bhi sanwar jaye ge
Hami e baikasan, kya kahe ga jahan
Aap key dar say khali agar jaye ge
Mashallah
ReplyDelete♥️mashaallah
ReplyDelete