Shah-e-Vaala Muje Taybaa Bulalo


Shah-e-Vaala Muje Taybaa Bulalo 
Taybaa Bulalo Muje Taybaa Bulalo
Dodi Ka Aoni Kutta Banalo
Kadmon Se Apne Mujko Lagalo

Neko Ke Sadke Mai Hamse Bado Ko
Zaaro Na Zaaro MusibatZadon Ko
Maula Nibhalo Mere Maula Nibhalo
Han Han Nibhalo Mere Aqa Nibhalo

Ankhon Mai Aao Dil mai Samao
Parda Uthao Jalvaa Dikhao
Hasrat Zada Ki Pyare Dua Lo
Hasrat Nikalo Meri Hasrat Nikalo

Qurbaan Jaaoo Qurbaan Jaaoo
Sar Sadke Karke Sadke Utaaru
Kadmon Apne Maula Bulalo
Maula Bulalo Muje Maula Bulalo

Dolat Hai Nayya Mori Bhavar Mai
Maula Tarao Aike Nazar Mai
Manjadar Mai Hu Maula Bacha Lo
Pyare Bachalo Muje Shaha Bachalo

Ye NOORI Muztar Tera Sana Ghar
Aur Iska Ghar Bhar Ho Hazire Dar
Apne Gada ghar Ko Dar Par Bulalo
Amno Amaa Se Hame Sarvar Bulalo

Comments

Facebook Page

Followers

Popular Naat Lyrics

Wo jiske liye Mehfile Konain saji hai Lyrics || Roman(Eng) and Hindi(हिंदी)

Shahe Do Aalam Salaam Assalaam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)