Kaabay Ki Ronak Kaabay Ka Manzar


Kaabay Ki Ronak Kaabay Ka Manzar 
Allahu Akbar....... Allahu Akbar

Dekhu To Dekhe Jaau Barabar
Allahu Akbar....... Allahu Akbar

Hairat Se Khud Ko Kabhi Dekhta Hu
Aur Dekhta Hu Kabhi Mai Haram Ko
Laya Kaha Mujko Mera Mukaddar

Allahu Akbar....... Allahu Akbar

Jis Par Nabi Ke Kadam Ko Jamaya
Apni Nishani Kehkar Bataya
Mehfooz Rakha Rabne Vo Patthar

Allahu Akbar....... Allahu Akbar

Bheja Hai Jannat Se Tujko Khuda Ne
Chuma Hai Tujko Mere Mustafa Ne
Ae Hajr-e-Asvad Tera Mukaddar

Allahu Akbar....... Allahu Akbar

Dekha  Safa Aur Marva Bhi Dekha
Rab Ke Karam Ka Jalva Bhi Dekha
Dekha Vaha Ek Saro Ka Samundar

Allahu Akbar....... Allahu Akbar

Mangi Hai Mene Jitni Duaein 
Manzoor Hongi Maqbool Hongi
Mizaab-e-Rehmat Hai Mere Sar Par

Allahu Akbar....... Allahu Akbar

Maula Sabi aur Kya Chahta Hai
Bas Magfirat Ki Ata Chahta Hai
Bakhshish Ke Taalib Pe Apna Karam Kar

Allahu Akbar....... Allahu Akbar





Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Husain Tumko Zamaana Salaam kehta hai Lyrics / हुसैन तुमको ज़माना सलाम कहता है / حسین! تم کو زمانہ سلام کہتا ہے

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye sare ghulaam Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی

Mera Badshah Husain hai Lyrics / मेरा बादशाह हुसैन है / میرا بادشاہ حسین ہے

Karbala ke Jaan Nisaron ko salam Lyrics / कर्बला के जाननिसारों को सलाम / کربلا کے جان نثاروں کو سلام

Mere Husain Tujhe Salaam Lyrics / मेरे हुसैन तुझे सलाम / میرے حسین تجھے سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Hum Husain wale hein Lyrics / हम हुसैन वाले हैं / ہم حسین والے ہیں