Posts

Jaha bhi jaun nazar me rehta hai aapka darbar lyrics ~ Mere Sarkar ~ English Hindi

  jahaa.n bhi jaau.n, nazar mei.n rehta hai aapka darbaar mere sarkaar jahaa.n bhi jaau.n, nazar mei.n rehta hai aapka darbaar yahi tamanna hai roz-e-mahshar ho aapka deedaar bulaawa bhejei.n to aaye taibaa, ye aapka hubdaar jahaa.n bhi jaau.n, nazar mei.n rehta hai aapka darbaar yahi tamanna hai roz-e-mahshar ho aapka deedaar mere jo andar ki ye tadap hai, yahi hai meri hayaat isi tadpne to zindagi ki bana rakkhi hai ye baat yaqeen-e-qaamil hai do jahaa.n mei.n hai aapki sarkaar jahaa.n bhi jaau.n, nazar mei.n rehta hai aapka darbaar yahi tamanna hai roz-e-mahshar ho aapka deedaar isi waseele se do jahaa.n ke charaag jalte hei.n sabhi jahaano.n ke kaarkhaane isi se chalte hei.n nigaah mujh-ko bhi ek karam ki hai aapki darkaar jahaa.n bhi jaau.n, nazar mei.n rehta hai aapka darbaar yahi tamanna hai roz-e-mahshar ho aapka deedaar bulaawa bhejei.n to aaye taibaa, ye aapka hubdaar जहां भी जाऊं नज़र में रहता है आपका दरबार मेरे सरकार  जहां भी जाऊं नज़र में रहता है आपका दरबार यही त

noor-e-ramzan ~ Allah Tera hai ehesan lyrics in English Hindi

  shukr-e-KHuda karo, maah-e-rahmaan aa gaya taqseem karne ne'matei.n, ramzaan aa gaya allah tera hai ahesaan, roze, namaazei.n, aur quraan hei.n ye sab rooh-e-imaan, noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan 'ilm mashroot hai 'amal se, aur ye haasil hota hai jab koshish ki jaaye dil se 'ilm-o-'adab sikhlaaeinge, deen-e-KHuda failaaeinge masjid mei.n bhi jaaeinge, hum to naat sunaaenge allah tera hai ahesaan, tune badaa di sabki shaan aaya hai banke mahemaan, noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan deen-e-islaam, mohabbat ka payaam allah ka in'aam , KHaaliq ka hai paighaam kaisi hawa-e-'ishq chali, KHatm hui nafrat dil ki baant rahe hei.n pyaar sabhi , sahri ho ya iftaari allah tera hai ahesaan, ek hue saare insaan saj gaye ghar ghar dastar-khwaan, noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan meri KHaatir KHuda ! tune kya-kya kiya tune khushiyo.n se daaman mera

Muhammad Mustafa aye Bahar andar bahar aayi Lyrics in English ~ Hindi

Muhammad Mustafa aaye bahar andar bahar aayi Muhammad Mustafa aaye bahar andar bahar aayi ( Muhammad Mustafa aaye baharon par bahar aayi )  Zamin ko chumne Jannat se khushbu baar baar aayi Janaabe Aamena ka chand jab chamka zamaane mein Qamar ki chandani qadmon pe hone ko nisaar aayi Muhammad Mustafa aaye bahar andar bahar aayi Zamin ko chumne Jannat se khushbu baar baar aayi Halima Do jahaan qurban hon Tere Muqaddar par Tere kacche se Ghar mein Rahmate Parwardigar aayi Muhammad Mustafa aaye bahar andar bahar aayi Zamin ko chumne Jannat se khushbu baar baar aayi Badi maayus thi Daayi Halima jab gayi Makke Magar aayi to lekar Do Jahaan ka Tajdaar aayi Muhammad Mustafa aaye bahar andar bahar aayi Zamin ko chumne Jannat se khushbu baar baar aayi Jabi to hai mahek utthi ye Aalam ki faza saari Hai gaisu chum-kar unke Nasime Khushgawaar aayi Muhammad Mustafa aaye bahar andar bahar aayi Zamin ko chumne Jannat se k

Marhaba Bolo Marhaba Marhaba naat Lyrics by Owais Raza Qadri in English ~ Hindi

Image
Roman(ENG): marhaba, bolo marhaba marhaba jhoom kar, bolo marhaba marhaba momino.n ! waqt-e-'adab hai, aamad-e-mahboob-e-rabb hai jaa-e-aadab-o-tarab hai, aamad-e-shaah-e-'arab hai marhaba, bolo marhaba marhaba jhoom kar, bolo marhaba marhaba gunche chathke, phool mehke, shakh-e-gul par murg chehke jhoom jaao tum bhi kehke, aamad-e-shaah-e-'arab hai marhaba, bolo marhaba marhaba jhoom kar, bolo marhaba marhaba khwahish-e-zulf-e-nabi mei.n, mast hei.n gul ki shamee.n mei.n jhoom kar aayee.n naseemei.n , aamad-e-shaah-e-'arab hai marhaba, bolo marhaba marhaba jhoom kar, bolo marhaba marhaba baj rahe hei.n shaadiyaane, but lage kalma sunaane har zabaa.n pe hei.n taraane, aamad-e-shaah-e-'arab hai marhaba, bolo marhaba marhaba jhoom kar, bolo marhaba marhaba abr-e-rahmat chha gaya hai, kaa'be pe janda gada hai baab-e-rahmat aaj waa.n hai, aamad-e-shaah-e-'arab hai marhaba, bolo marhaba marhaba jhoom kar, bolo marhaba marhaba Aamena Bibi ka jaaya , B

Be khud kiye dete hain Andaz hijabana Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Image
be-khud kiye dete he.n , andaaz-e-hijaabana be-khud kiye dete he.n , andaaz-e-hijaabana aa dil me.n tuje rakh lu.n , aye jalwaa-e-jaanana itna to karam karna, aye chashm-e-karimaana jab jaan labo.n per ho, tum saamne aa jaana duniya me.n mujhe tumne jab-bhi apna banaaya hai mahshar me.n bhi keh dena ye hai mera diwaana kyu.n aankh milaaee thi, kyu.n aag lagaaee thi ab rukh ko chhupa baithe, karke mujhe diwaana ji chaahta hai tohfe me.n bheju unhe.n ye aankhe.n darshan ka to darshan ho, nazraane ka nazraana peene ko to pee lu.nga par arz zara si hai ajmer ka saaki ho baghdaad ka meh-khana be-dam meri qismat me.n sajde he.n isi dar ke chhuta hai na chhutega sa.ng-e-dar-e-jaanaana बे-खुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना बे-खुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना आ दिल में तुजे रख लूँ अये जलवा-ए-जानाना इतना तो करम करना, अये चश्म-ए-करीमाना जब जान

Tu Kuja Man Kuja Lyrics by Owais Raza Qadri in English Hindi

Image
Here is the complete lyrics of "Tu Kuja Man Kuja" by Owais Raza Qadri, in English-Roman and Hindi-devnagri language. Roman(Eng) :  tu kuja man kuja, tu kuja man kuja balagal 'ulaabi kamaalihi, kashafad-dujaabi jamaalihi hasunat jami'u khisaalihi, sallu alaihi wa 'aalihi tu kuja man kuja, tu kuja man kuja tu ameer-e-haram, mai.n fakeer-e-ajam tere gun aur ye lab mein talab hi talab tu 'ataa hi 'ataa tu kuja man kuja, tu kuja man kuja ilhaam jaama hai tera, quraa.n imaama hai tera mimbar tera 'arsh-e-bari, ya rahmatallil 'aalameen tu kuja man kuja, tu kuja man kuja tu haqiqat hai mai.n sirf ahesaas hu.n tu samundar mai.n bhatki hui pyaas hu.n mera ghar khaak par aur teri rahguzar sidrat-ul-muntaha tu kuja man kuja, tu kuja man kuja KHair-ul-bashar rutba tera, aawaaz-e-haq KHutba tera aafaaq tere saamaeen, ya rahmatal-lil-'aalameen tu kuja man kuja, tu kuja man kuja dagmagau.n jo haalaat ke saamne aaye tera tasawwur mujhe thaamne meri k

Nazar pe kisi ki Nazar ho rahi hai Lyrics in English ~ Hindi

nazar pe kisi ki nazar ho rahi hai meri chashm kaan-e-gauhar ho rahi hai mere khufiya naalo.n ko wo sun rahe hei.n 'inaayat kisi ki kidhar ho rahi hai wo taiba mei.n mujhko talab kar rahe hei.n talab meri ab mo'tabar ho rahi hai madine mei.n hu.n aur pichhla pahar hai shab-e-zindagi ki sahar ho rahi hai koi shab nahi.n hai zamaane mei.n aesi shab-e-taiba rashk-e-qamar ho rahi hai hua taalib-e-taiba matloob-e-taiba talab teri aye muntazir ho rahi hai nayi zindagi ki wo meh de rahe hei.n meri zindagaani amar ho rahi hai guzaara hai jis dar se dono.n jahaa.n ka usi dar pe apni guzar ho rahi hai madine se meri bala jaye akhtar meri zindagi waqf-e-dar ho rahi hai नज़र पे किसी की नज़र हो रही है मेरी चश्म कान-ए-गौहर हो रही है मेरे ख़ुफ़िया नालों को वो सुन रहे हैं 'इनायत किसी की किधर हो रही है वो तैबा में मुझको तलब कर रहे हैं  तलब मेरी अब मो'तबर हो रही है मदीने में हूँ और पिछला पहर है  शब्-ए-ज़िन्दगी की सहर हो रही है  कोई शब् नहीं है ज़माने में ऐसी शब्-ए-तैबा रश्क़-ए-कमर

Ya Khwaja karam kar karam ki gadi hai lyrics in English ~ Hindi

  ya KHwaaja karam kar , karam ki gadi hai ya KHwaaja karam kar , karam ki gadi hai meri zindagi haath jode khadi hai muqaddar ki kashti , bhanwar mei.n padi hai meri zindagi haath jode khadi hai chishtiya pyaala, gulshan na chhute sabhi chhute par tera aangan na chhute mai.n mar jaau.n haatho.n se daaman na chhute tamanna yahi aur du'aa bhi yahi hai ya KHwaaja karam kar , karam ki gadi hai meri zindagi haath jode khadi hai kehte hei.n tum se ye ashko.n ke dhaare bure hi sahi hei.n magar ham tumhaare kahaa.n jaaei.nge be-nawaa be-sahaare tere dar se hi aas sab ko lagi hai ya KHwaaja karam kar , karam ki gadi hai meri zindagi haath jode khadi hai tujhe 'ilm hai mere haalaat kya hei.n tujhe hai khabar meri auqaat kya hai agar tum nawaaze to phir baat kya hai bada tu hai aur baat teri badi hai ya KHwaaja karam kar , karam ki gadi hai meri zindagi haath jode khadi hai ghar mei.n to tera tughraa laga hai diwaana tera par yahi keh raha hai tu ghar mei.n nahi.n meri rooh mei.n basa h

Aye Shahenshah e Madina As-salat-o-Was-salam Lyrics in English Hindi Urdu

aye shahenshah-e-madina assalat-o-wasslam aye shahenshah-e-madina assalat-o-wasslam zeenat-e 'arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam rabb-e-habli-ummati kehte huwe paida huwe haq ne farmaaya ke bakhsha assalat-o-wassalam aye shahenshah-e-madina assalat-o-wasslam zeenat-e 'arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam sar jhuka kar ba-'adab ishq-e-rasulallah me.n keh raha hai  har sitaara assalat-o-wassalam aye shahenshah-e-madina assalat-o-wasslam zeenat-e 'arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam momino.n ! padhte raho tum apne aaqa par durood hai farishto.n ka wazifa, assalat-o-wassalam aye shahenshah-e-madina assalat-o-wasslam zeenat-e 'arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam jab firishte qabr me.n jalwa dikhaaye.n aap ka ho zubaa.n par pyaare aaqa ! assalat-o-wassalam aye shahenshah-e-madina assalat-o-wasslam zeenat-e 'arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam mai.n wo sunni hu.n jameel-e-qaadri marne ke baad mera laasha bhi kahe ga assalat-o-wassalam aye shahenshah-e-madina assalat-o-w

Kaabe ki Ronaq Kaabe ka Manzar Lyrics in English Hindi

kaa'be ki ronak kaa'be ka manzar, allahu akbar allahu akbar kaa'be ki ronak kaa'be ka manzar, allahu akbar allahu akbar dekhu.n to dekhe jaau.n baraabar, alahu akbar allahu akbar hairat se khud ko kabhi dekhta hu.n, aur dekhta hu.n kabhi mai.n haram ko laaya kahaa.n mujhko mera muqaddar,  alahu akbar allahu akbar kaa'be ki ronak kaa'be ka manzar, allahu akbar allahu akbar dekhu.n to dekhe jaau.n baraabar, alahu akbar allahu akbar qatre ko jaise samandar samete, mujhko mataaf apne andar samete jaise samete aagosh-e-maadar,  alahu akbar allahu akbar kaa'be ki ronak kaa'be ka manzar, allahu akbar allahu akbar dekhu.n to dekhe jaau.n baraabar, alahu akbar allahu akbar baab-e-karam par aaye hue hei.n, phir multajam par aaye hue hei.n aye sabke daata ! tere gadaagar,  alahu akbar allahu akbar kaa'be ki ronak kaa'be ka manzar, allahu akbar allahu akbar dekhu.n to dekhe jaau.n baraabar, alahu akbar allahu akbar yaad aa gayi.n jab apni KHataaei.n, ashqo.n

nahin hai koi duniya mein hamara ~ tadapta hai ye dil mera lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! hamei.n to aap hi ka hai sahaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! hu.n sar se paao.n tak dooba hua gham ke samandar mei.n nahi.n aata nazar koi kinaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! talaatum-KHaiz hai dariya, bhanwar mei.n hai meri kashti nazar aata nahi.n koi kinaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! tadapta hai ye dil mera, tarasti hei.n meri aankhei.n bulaalo ab madine mei.n dubaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! tadapta hai mera dil aur tarasti hei.n meri aankhei.n bulaalo ab madine mei.n dubaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! KHuda jab tumse farmaaye, ke laao apni ummat ko humaari taraf bhi kar dena ishaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! KHuda jab tumse farmaaye,

Karam Mangta hoon Ata Mangata hoon Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

karam maangta hu.n, 'ata maangata hu.n karam maangta hu.n, 'ata maangata hu.n ilaahi ! mai.n tujhse dua maangata hu.n 'ataa kar tu shaah-e-kareemi ka sadqa 'ataa kar de shaan-e-raheemi ka sadqa na maangunga tujhse to maangunga kis se tera hu.n mai.n tujhse dua maangata hu.n karam maangta hu.n, 'ata maangata hu.n ilaahi ! mai.n tujhse dua maangata hu.n jo muflis hei.n unko tu daulat 'ata kar jo beemaar hei.n unko sehat 'ata kar marizo.n ki khaatir shifa maangata hu.n ilaahi ! mai.n tujhse dua maangata hu.n karam maangta hu.n, 'ata maangata hu.n ilaahi ! mai.n tujhse dua maangata hu.n meri Jo bahenei.n, kunwaari hei.n maula ! unhei.n nek rishta 'ataa kar de maula ! mai.n sadqa-e-zahraa sada maangata hu.n ilaahi ! mai.n tujhse dua maangata hu.n karam maangta hu.n, 'ata maangata hu.n ilaahi ! mai.n tujhse dua maangata hu.n jo naadaar hei.n kuchh nahi.n jinke palle unhei.n bhi dikhaade haram ke tu jalwe huzoori ho sab ki dua maangata hu.n ila

Rok leti hai Aapki nisbat teer jitne bhi hum pe chalte hain lyrics in English Hindi Urdu

Roman(ENG): rok leti hai aapki nisbat, teer jitne bhi hum pe chalte he.n ye karam hai huzur ka ham par, aane wale azaab talte he.n wohi bharte he.n jholiyaa.n sab ki, kyunke wo samajte he.n boliyaa.n sabki aao darbaar-e-mustafa ko chale.n, gham khushi me.n wahi.n pe dhalte he.n aao baazaar-e-mustafa ko chale.n, khote sikke wahi.n pe chalte he.n apni aukaat sirf itni hai, kuchh nahi.n baat sirf itni hai kal bhi tukdo.n pe unke palte the, ab bhi tukdo.n pe unke palte he.n ab hume.n kya koi giraayega, har sahaara gale lagaayega humne khud ko gira diya hai wahaa.n, girne waale jahaa.n sambhalte he.n ghar wohi mushkbaar hote he.n, KHuld se ham-kinaar hote he.n zikr-e-sarkar ke hawaalo.n se, jin gharo.n me.n charaag jalte he.n zikr-e-sarkaar ke ujaalo.n ki, be nihaarat he.n rif'ate.n KHalid ye ujaale kabhi na simte.nge, ye wo suraj nahi.n jo dhalte he.n हिंदी(HINDI):  रोक लेती है आपकी निस्बत, तीर जितने भी हम पे चलते हैं ये करम है हुज़ूर का हम पर, आने वाले 'अज़ाब टलते हैं  वह

Peshe Haq Muzda Shafaat ka Sunate Jaaeinge Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)

pesh-e-haq muzda shafaa'at ka sunaate jaaenge pesh-e-haq muzda shafaa'at ka sunaate jaaenge aap rote jaaenge ham ko hasaate jaaenge dil nikal jaane ki jaa hai, aah ! kin ankho.n se wo hamse pyaaso.n ke liye dariya bahaate jaaeinge aap rote jaaenge ham ko hasaate jaaenge haa.n chalo hasrat-zado.n, sunte hei.n wo din aaj hai thi KHabar jiski ke wo jalwa dikhaate jaaeinge aap rote jaaenge ham ko hasaate jaaenge kuchh KHabar bhi hai fakiro.n ! aaj wo din hai ke wo ne'amat-e-KHuld apne sadqe mei.n lutaate jaaeinge aap rote jaaenge ham ko hasaate jaaenge wus'atei.n di hei.n KHuda ne daaman-e-mahboob ko jurm khulte jaaeinge aur wo chhupaate jaaeinge aap rote jaaenge ham ko hasaate jaaenge lo wo aae muskuraate ham asiro.n ki taraf khirman-e-isyaa.n pe wo bijli giraate jaaeinge aap rote jaaenge ham ko hasaate jaaenge aankh kholo gham-zado.n ! dekho wo giryaa.n aae hei.n loh-e-dil se naksh-e-gham ko ab mitaate jaaeinge aap rote jaaenge ham ko hasaate jaaenge sarwar-e-dee.n

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammad Lyrics in English Hindi Urdu

Wo Mera Nabi hai - Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai - Lyrics - English Hindi Urdu

Aakhri Roze hein Dil gham-nak muztar Jaan hai Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics || मदीने के आक़ा , सलामुन अलैक || مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Alwada Alwada Mahe Ramzan Lyrics by Owais Raza Qadri in English ~ Hindi

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics || हाजियों मुस्तफा से कह देना || حاجیوں ! مصطفیٰ سے کہ دینا

Maslak ka Tu Imaam hai Ilyas Qadri Lyrics || मसलक का तु इमाम है , इल्यास क़ादरी || مسلک کا تو امام ہے ، الیاس قادری || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Madina yaad aata hai Lyrics ~ dare aqdas pe haal e dil Lyrics ~ in English ~ HINDI ~ URDU

Aye Shahenshah e Madina As-salat-o-Was-salam Lyrics in English Hindi Urdu