Posts

Showing posts with the label zohaib ashrafi

Main Dare Mustafa ka Mangta hun Lyrics / मैं दर-ए-मुस्तफ़ा का मंगता हूँ

main dar-e-mustafa ka mangta hun - English chalo achchha hua kaam aa gayi diwaanagi apni wagarna ham zamaane bhar ko samjaane kahaan jaate na jalti sham'a mehfil mein to parwaane kahaan jaate tumhara dar na milta to ye diwaane kahaan jaate main dar-e-mustafa ka mangta hun bhik milti hai aastaane se jo gada hai dar-e-muhammad ka kuchh nahin maangta zamaane se jab koi baat na bane teri ya nabi ya nabi pukaara kar wo nawaazein to baat banti hai aise banti nahin banaane se main dar-e-mustafa ka mangta hun bhik milti hai aastaane se ham to sadqa nabi ka khaate hein unki chokhat pe sar jukaate hein har jagaah sar buland rehta hai unki chokhat pe sar jukaane se main dar-e-mustafa ka mangta hun bhik milti hai aastaane se aal-e-at'haar jisko kehte hein wo gharaana nabi ki aal ka hai wo mere mustafa ko pyara hai jisko nisbat hai is gharaane se main dar-e-mustafa ka mangta hun bhik milti hai aastaane se main gunaah-gaar ...

Ne'mate be Badal Madina hai | Har Udasi ka Hal madina hai Lyrics / ने'मत-ए-बे-बदल मदीना है | हर उदासी का हल मदीना है

har udaasi ka hal madina hai - English Naat-Khwaan: Zohaib Ashrafi wo madina jo konain ka taaj hai jiska deedaar momeen ki me'raaj hai zindagi mein aye khuda! har musalmaan ko wo madina dikha de to kya baat hai ne'mat-e-be-badal madina hai har udaasi ka hal madina hai zabt-e-jazbaat laazmi hai yahaan aye mere dil sambhal madina hai unki aamad ka faiz hai makka unki hijrat ka fal madina hai ahl-e-makka ne jo kiya so kiya unka radd-e-amal madina hai arziyaan daal par nigaahon se apni aadat badal madina hai gard-e-raah jaadne ki sochta hai isko chehre pe mal madina hai dost ye ahetimaam-e-asqs-kashi khud se bahir nikal madina hai gir na jaae zameen par aye chashm apne aansu nigal madina hai yasrib-e-haal se na ho ghamgeen mazhari tera kal madina hai हर उदासी का हल मदीना है वो मदीना जो कौनेन का ताज है जिसका दीदार मोमिन की मेराज है ज़िन्दगी में ऐ ख़ुदा! हर मुसलमान को वो मदीना दिखा दे तो क्या बात है ने'मत-ए-बे-बद...

Pahunchun Dare Sarkar pe Chaha to yahi hai Lyrics / पहुँचूँ दर-ए-सरकार पे चाहा तो यही है

pahunchun dare sarkar pe chaha to yahi hai - English Naat-Khwaans: Zohaib Ashrafi Owais Raza Qadri hai mere khayalon mein wo ahesaas ki surat main bhool jaaun unko ye mumkin hi nahin hai dil sun ke unka naam dhadakta hai adab se halanki unhein aankh se dekha bhi nahin hai pahunchun dare sarkar pe chaha to yahi hai aage meri taqdeer hai, tamanna to yahi hai ye unki riza hai mujhe bhejein mujhe rokein wapas main nahin aaunga, socha to yahi hai pahunchun dare sarkar pe chaha to yahi hai aage meri taqdeer hai, tamanna to yahi hai hai gumbad-e-khazra ke siwa aur bhi jalwe aankhon ke liye khaas nazaara to yahi hai pahunchun dare sarkar pe chaha to yahi hai aage meri taqdeer hai, tamanna to yahi hai izhaar-e-gham-e-hijr ki kya shaql nikaalun rone ki bhi taaqat nahin, rona to yahi hai pahunchun dare sarkar pe chaha to yahi hai aage meri taqdeer hai, tamanna to yahi hai yaad unki rahe dil mein jamaal unka nazar mein naam unka labon...

Mere Aangan mein aao Peeraan-e-Peer Lyrics / मेरे आंगन में आओ पीरान-ए-पीर

mere aangan mein aao peeraan-e-peer qadira sarwara rahnuma dastageer ghaus-e-aazam imaam-e-mubeen be-nazeer chun muhammad darmiyaan-e-ambiya ghaus-e-aazam darmiyaan-e-auliya mere aangan mein aao peeraan-e-peer meri bigdi banaao peeraan-e-peer aap hasani husaini sarkar hein rang sab pe chadaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer aap mahboob-e-rab ke mahboob ho sabki bigdi banaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer meri aankhein tarasti hein deedaar ko aaj jalwa dikhaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer iltija hai ke aaein baghdaad mein sab ki hasrat mitaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer meri kashti bhanwar ke saagar mein hai paar isko lagaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer hamein mushkil-kusha ka sadqa mile hamein maa saiyyada ka sadqa mile mushkilon se bachaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer hai karaamat gae kitne logon ke ghar me...

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Image
kya bataun ki kya madina hai kya bataun ki kya madina hai bas mera mudda'aa madina hai uth ke jaaun kahan madine se kya koi dusra madina hai kya bataun ki kya madina hai uski aankhon ka noor to dekho jiska dekha hua madina hai kya bataun ki kya madina hai dil mein ab koi aarzu hi nahin ya muhammad hai ya madina hai kya bataun ki kya madina hai duniya wale to dard dete hein zakhmi dil ki dawa madina hai kya bataun ki kya madina hai mere aaqa! mujhe bula lijiye mujhko bhi dekhna madina hai kya bataun ki kya madina hai dil fida hai madine wale pa...

Wo Shehre Mohabbat Jahan Mustafa hai Lyrics / वो शहर-ए-मोहब्बत, जहाँ मुस्तफ़ा हैं

Image
wo shahar-e-mohabbat, jahaan mustafa hein wo shahar-e-mohabbat, jahaa.n mustafa hein wahin ghar banaane ko jee chaahta hai wo sone se kankar, wo chaandi si matti nazar mei.n basaane ko jee chaahta hai wo shahar-e-mohabbat, jahaa.n mustafa hei.n wahi.n ghar banaane ko jee chaahta hai jo puchha nabi ne, ke kuchh ghar pe chhoda to siddiq-e-akbar ke hotho.n pe aaya wahaa.n maal-o-daulat ki kya hai haqiqat jahaa.n jaa.n lutaane ko jee chaahta hai wo shahar-e-mohabbat, jahaa.n mustafa hei.n wahi.n ghar banaane ko jee chaahta hai jihaad-e-mohabbat ki aawaz gunji kaha hanzala ne ye dulhan se apni ijaazat agar do to jaam-e-shahaadat labo.n se lagaane ko jee chaahta hai wo shahar-e-mohabbat, jahaa.n mustafa hei.n wahi.n ghar banaane ko jee chaahta hai sitaaro.n se ye chaand kehta hai har dam tumhei.n kya bataau.n wo tukdo.n ka aalam ishaare mei.n aaqa ke itn...

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Image
wo mera nabi mera nabi mera nabi hai Naat-Khwaan: Zohaib Ashrafi Laiba Fatima wo jiske liye mahfil-e-kaunain saji hai firdaus-e-bari jiske wasile se bani hai wo haashmii makki madani ul 'arabii hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai ahmad hai mohammad hai wah KHatm-e-rasuul hai maKHduum o murabbii hai wahi vaalii-e-kul hai us par hi nazar saare zamane ki lagi hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai wash-shams o wad-duHa chehra-e-anwar ki jalak hai wal-layl saza gesuu-e-hazrat ki latak hai 'aalam ko ziya uske wasile se mili hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai allah ka farman "alam-nashrah la-ka sadrak" mansuub hai "wa-raf'aana la-ka zikrak" jis zaat ka quraan me.n bhi zikr-e-jalii hai wo mera nab...

jisko jo kuchh bhi mila aapke darwaaze se Lyrics in English~Hindi~Urdu | Zohaib Ashrafi

Image
jisko jo kuchh bhi mila aapke darwaaze se jisko jo kuchh bhi mila aapke darwaaze se khub deta hai KHuda aapke darwaaze se tum karodo.n nahi.n bas ek dikha-do mujhko jisko kuchh bhi na mila aapke darwaaze se jisko jo kuchh bhi mila aapke darwaaze se aao aao ke yahi.n hogi, shafaa'at waajib roz aati hai sada aapke darwaaze se jisko jo kuchh bhi mila aapke darwaaze se kuchh nahi.n teri talab unke karam ke aage itna hota hai 'ata aapke darwaaze se jisko jo kuchh bhi mila aapke darwaaze se meri is baat ki taaeed karenge aadam maaf hoti hai khata aapke darwaaze se jisko jo kuchh bhi mila aapke darwaaze se aaj tak jo dar-e-sarkaar pe aaya shabbir koi khaali na gaya aapke darwaaze se jisko jo kuchh bhi mila aapke darwaaze se जिसको जो कुछ भी मिला आपके दरवाज़े से जिसको जो कुछ भी मिला आपके दरवाज़े से खूब देता है ख़ुदा आपके दरवाज़े से तुम करोड़ों नहीं बस एक दिखा दो मुझको जिसको कुछ भी न मिला आपके दरवाज़े से  जिसको जो कुछ भी मिला आपके दरवाज़े से आओ आओ के यहीं होगी शफा'अत वाजिब रोज़ आती ह...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ