Posts

Showing posts with the label ye faisala hai

Hai khatm e nabuvvat ke liye jaan bhi hajir Lyrics

Image
Ye faisala hai apna yahi baat hai akhir Hai khatm e nabuvvat ke liye jaan bhi hajir Islam ki buniyad hai ye khatm e risalat Hai naksh dilon par nabi ki mohr e nabuvvat Ye faisala hai apna yahi baat hai akhir Hai khatm e nabuvvat ke liye jaan bhi hajir Jab la nabiyya ba'di muhammad ne kaha hai Ab jo nabi ka dava kare jutha bada hai Ye faisala hai apna......... Mirzai kadiyani hai kafir bade kafir Na shak karo islam se ho jaoge bahir Ye faisala hai apna......... Siddik ki talvar ne kazzab ko maara Yu khatm e nabuvvat pe kada pahera lagaya Ye faisala hai apna......... Vallah adhura tha nabuvvat ka mahel bhi Sarkar ke aane se hi takmeel hui thi Ye faisala hai apna......... Ghar baar bhi aulad bhi sarkar pe kurbaan Islam pe kurbaan hai har ek musalman Ye faisala hai apna......... Sarkar ki tarif me quraan ke paare Vo akhari nabi hai ye quraan pukare Ye faisala hai apna......... Mai khatme nabuvvat ka muhafiz hu Ujagar Pichhe ...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Wo Mera Nabi hai, Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Kya batau ki kya Madina hai lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Peshe Haq Muzda Shafaat ka Sunate Jaaeinge Lyrics / पेश-ए-हक़ मुज़्दा शफ़ा'अत का सुनाते जाएंगे

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر