Posts

Showing posts with the label ya rasulallah

Ya Rasulallah Tere Dar ki Fazaon Ko Salam Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

ya rasool allah tere dar ki fazaao.n ko salaam ya rasool allah tere dar ki fazaao.n ko salaam gumbad-e-khazra ki thandi thandi chhaao.n ko salaam masjid-e-nabwi ke sub'ho.n aur shaamo.n ko salaam ya nabi ! tere gulaamo.n ke gulaamo.n ko salaam jo madine ki gali kucho.n mein dete hein sada un fakiro.n, raahgiro.n, aur gadaao.n ko salaam waalehaana jo tawaaf-e-roza-e-aqdas kare mast-o-be-khud wajd karti un hawaao.n ko salaam jo pada karte hein roz-o-shab tere darbaar mein pesh karta hai zahoori un salamo.n ko salaam

Nabi ke Pehredaar Wafaa ke Alamdaar Haqq Chaar Yaar Lyrics

Labbayk Wa Sadayk Ashabe Muhammad Labbayk Ashabe Muhammad Khuda ko Inse Pyaar Hein Mustafa ke Yaar Nabi ke Pehredaar Wafaa ke Alamdaar Jinko hai Inse Pyaar Wo milke bole yaar Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar Sahaba Sahaba Hamare Sahaba Nabi Chand hein aur Sitaare Sahaba Abu Bakro Farooq Usmaano Haidar Yahi Chaar hein saari Ummat ke rehbar   Bane Deene Haq ke sahaare Sahaba Nabi Chand hein aur Sitaare Sahaba Nabi ke Pehredaar Wafaa ke Alamdaar Jinko hai Inse Pyaar Wo milke bole yaar Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar Ye Ahekaame Quraan baja laane waale Muhammad ke Parcham ko lehraane waale Nabi ke Muhaafiz Hamare Sahaba Nabi Chand hein aur Sitaare Sahaba Nabi ke Pehredaar Wafaa ke Alamdaar Jinko hai Inse Pyaar Wo milke bole yaar Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar Hadeeson mein waazeh Ishaara mila hai Khilafat mein pehlaa jo darja mila hai Hai Sid...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Mere Muhammad Pyaare Bane hein Dulha || मेरे मुहम्मद प्यारे बने हैं दूल्हा || Qasida-e-Meraaj || Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Sare La-Makaan se Talab hui Lyrics | Balaghal Ula bi Kamalihi Lyrics / सर-ए-ला-मकाँ से तलब हुई

Ya Nabi Mujh pe bhi Ek Nigahe Karam Lyrics / तुझको भेजा गया है करम के लिए

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ