Posts

Showing posts with the label saif

Main bhi Roze rakhunga Ya Allah taufiq de Lyrics by Kaif and Saif in English ~ Hindi

Roman (Eng) : Mai.n bhi Roze rakkhunga, Ya Allah ! taufiq de Namaazein padhne jaaun Mein Ya Allah taufiq de Jaisaa Tu chaahta hai waisaa Allah Muje banaa Rizke Halaal kamaun Mein Ya Allah taufiq de Namaazein padhne jaaun Mein Ya Allah taufiq de Sub-ha Sawere uth ke Allah Padhun Namaz Mein Teri Allah Miyaan ab to karde Qismat acchhi Meri Farz Apne nibhaun Mein Ya Allah tofeeq de Namaazein padhne jaaun Mein Ya Allah taufiq de Aankhon mein Nadaamat khaali joli Allah arz ye sun le Tauba ke dar khol Ya Allah ab to Meri sun le Gunaah Apne bakhshaaun Mein Ya Allah taufiq de Namaazein padhne jaaun Mein Ya Allah taufiq de Kaisar ko bhi Ya Allah Tera bulaawa aaye Kaabe ki Mein karun ziyaarat Dil Mera ye chaahe Isi Mahine jaaun Mein Ya Allah tofeeq de Namaazein padhne jaaun Mein Ya Allah taufiq de हिंदी : में भी रोज़े रखूँगा या अल्लाह तौफ़ीक़ दे नमाज़ें पड़ने जाऊं में या अल्लाह तौफ़ीक़ दे जैसा तू चाहता है वैसा अल्लाह मुझे बना रिज़्क़े हलाल कामों में या अल्लाह तौफ़ीक़ दे नमाज़ें पड़ने जाऊं में या अल्लाह तौफ़ीक़ ...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kaaba Dikhade Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला