Posts

Showing posts with the label noor ahmad

ajmer ka jab ye manzar hai , baghdaad ka manzar kya hoga || अजमेर का जब ये मंज़र है, बग़दाद का मंज़र क्या होगा || اجمیر کا جب یہ منظر ہے ، بغداد کا منظر کیا ہوگا || Lyrics

Image
  Roman(ENG): ajmer ka jab ye manzar hai , baghdaad ka manzar kya hoga rahete he.n jahaa.n nabiyo.n ke nabi, wo shahar-e-munawwar kya hoga wo kalma padaaye.n choro.n ko, murdo.n ko uthaa de.n thookar se jab ghaus me.n itna paawar hai, to sarkaar ka paawar kya hoga he.n aaj bhi apne uljan me.n, uthte he.n sawaal aksar man me.n jo apna janaaza khud hi padhe, wo saabir-e-kaliyar kya hoga jab husn tha unka jalwaa-numa, anwaar ka 'aalam kya hoga har koi fida hai bin dekhe, deedaar ka 'aalam kya hoga ek simt 'ali, ek simt 'umar, siddiq idhar, usmaan udhar in jagmag-jagmag taaro.n me.n,  mahtaab ka 'aalam kya hoga chaahe.n to ishaare se apne kaaya hi palat de duniya ki ye shaan hai unke ghulaamo.n ki, sardaar ka 'aalam kya hoga dulhan jo lagaale to uski , nasle.n bhi mu'attar ho jaae.n aaqa ka paseena aisa hai, to jism-e-mu'attar kya hoga wo sajda kare.n to sajde me.n , yu.n raat mukammal ho jaae beti hai nabi ki jab aisi, to nabiyo.n ka wo sarwar kya hoga ...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Har Desh mein gunjega Ab Ya Rasool-allah Lyrics Full / हर देश में गूंजेगा, अब या रसूलल्लाह / ہر دیش میں گونجے گا، اب یا رسول اللہ

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا

Ya Nabi Mujh pe bhi Ek Nigahe Karam Lyrics / तुझको भेजा गया है करम के लिए

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics