Posts

Showing posts with the label muhammad anis saba

Ye Kehti thi Ghar Ghar mein Ja Kar Haleema Lyrics in Roman(Eng) & Hindi(हिंदी)

Roman (Eng): Saher ka Waqt tha Masoom kaliyan Muskurati thi Hawaein Khair Makdam ke Tarane Gungunati thi Abhi Jibreel bhi Utre na the Kaabe ke Mimbar se Ke Itne mein Sada Aayi Ye Abdullah ke Ghar se Mubarak ho Shahe Har Do-Sara Tashreef Le Aaye Mubarak ho Muhammad Mustafa Tashreef Le Aaye Ye Kehti thi Ghar Ghar mein Ja Kar Haleema Mere Ghar mein Khairul Wara Aa gaye hein Uthi Chaar-soo Rehmaton ki Ghatayein Muattar Muattar hein Saari Fazaaein Khushi mein Ye Jibreel Nagmein Sunaye Wo Shaf-e-Roze Jaza Aa gaye hein Ye Kehti thi Ghar Ghar mein Ja Kar Haleema Mere Ghar mein Khairul Wara Aa gaye hein Ye Zulmat se Keh do ke Dere Utha lein Ke hein Har Taraf Ab Ujaale Ujaale Kaha Jinko Haq ne Siraajun Muneera Mere Ghar Wo Noore Khuda Aa gaye hein Ye Kehti thi Ghar Ghar mein Ja Kar Haleema Mere Ghar mein Khairul Wara Aa gaye hein Ye Sun kar Sakhi Aapka Aastana Hai Daaman Pasaare huye Sab Zamaana Nawaason ka Sadqa Nigahe Karam ho Tere Dar pe Tere Gadaa Aa g...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Hum ne Aankhon se dekha nahin hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Kyun aake ro raha hai Muhammad ke Shehar mein / क्यों आके रो रहा है मुहम्मद के शहर में / کیوں آکے رو رہا ہے محمد کے شہر میں

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا