Posts

Showing posts with the label meraje nabi

Meraje Nabi Sub'han Allah - Mere Muhammad Pyare Lyrics / मेराज-ए-नबी सुब्हान अल्लाह - मेरे मुहम्मद प्यारे

meraj e nabi sub'han allah Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri meraj e nabi sub'han allah meraj e nabi sub'han allah sub'han allah sub'han allah sub'han allah sub'han allah mere muhammad pyare bane hein dul'ha dul'ha mere muhammad bane hein dul'ha wo sarware kishware risalat jo arsh par jalwagar hue the naye nirale tarab ke saman arab ke mehman ke liye the mere muhammad pyare bane hein dul'ha dul'ha mere muhammad bane hein dul'ha bahar hai shadiyan mubarak chaman ko abadiyan mubarak malak falak apni apni leh mein ye gur ana dil ka bolte the waha falak par yaha zameen mein rachi thi shadi machi thi dhoomein udhar se anwar hanste aate idhar se naf'hat uth rahe the mere muhammad pyare bane hein dul'ha dul'ha mere muhammad bane hein ...

Arsh na kyun sajta Sarkar ne Aana tha || अर्श न क्यों सजता सरकार ने आना था || Lyrics || Sohail Farooki

Roman(ENG): Jashn ka Manzar tha Mahol Suhana tha Arsh na kyun sajta Sarkaar ne Aana tha Farsh pe Nagme the Aaqa ki Risaalat ke Arsh pe charche the Sarkaar ki Azmat ke Hooron ke Lab par Khushiyon ka taraana tha Arsh na kyun sajta Sarkar ne Aana tha Roop badal jaaye Ye Raat sanwar jaye Hukm Khuda ka hua ke Waqt thaher jaye Ruk gaya Foran jo Gardish mein zamaana tha Arsh na kyun sajta Sarkar ne Aana tha Masjide Aqsa mein kya Manzar the Pyaare Bich Kataaron mein Haazir the Nabi Saare Aage Musalle par Sultaane Zamaana tha Arsh na kyun sajta Sarkar ne Aana tha Arsh saja Sarkaar ke liye Arsh saja Sarkaar ke liye Manzil-e-Sidra par Jibreel ne arz kiya Shahe Do Aalam Mein aage nahin chal sakta Meri had ye hi thi Yehi Mera thikaana tha Arsh na kyun sajta Sarkar ne Aana tha Ek wasila hai Rabb se mulaakaton ka Aap ko Haq ne diya tohfa jo Namaazon ka Asal mein Ummat ki bakhshish ka bahaana tha Arsh na kyun sajta Sarkar ne Aana tha Noor mein Farooki duba ye Jahaan hoga Waqt wo kya hoga...

Mere Muhammad Pyaare Bane hein Dulha || मेरे मुहम्मद प्यारे बने हैं दूल्हा || Qasida-e-Meraaj || Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Roman(ENG): Sare La-Makaan se talab hui, Soo-e-Muntaha Wo chale Nabi Koi had hai Unke Ururz ki , Balagal Ulaabi Kamalihi Hein Saf-aarah Sab Hooro Malak, Aur Gilma Khuld sajaate hein Ek dhoom hai Arshe Aazam par, Mehmaan Khuda ke aate hein Mere Muhammad Pyaare Bane hein Dulha Dulha Mere Muhammad Pyaare Bane hein Dulha Ya Mustafa Ya Mujtaba , Salle Ala Mere Aaqa Hai Aaj Falak Roshan Roshan , Hein Taare bhi jagmag jagmag Mehboob Khuda ke aate hein , Mehboob Khuda ke aate hein Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha Dulha Mere Muhammad Pyare Bane hein Dulha Wo Sarware Kishware Risaalat , Jo Arsh par Jalwaaghar huye the Naye Niraale Tarab ke Samaan , Arab ke Mehmaan ke liye the Wahaan falak par yahaan zameen mein , Rachi thi shaadi machi thi dhoomein Udhar se Anwaar hanste aate , Idhar se Nafhaat uth rahe the Utaar kar Unke Rukh ka Sadqaa , Wo Noor ka bant raha tha baadaa Ke Chaand Suraj machal machal kar , Jabee ki khairat maangate the Wahi ...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Imdad kun Imdad kun Lyrics | Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir Lyrics / इमदाद-कुन इमदाद-कुन | या ग़ौस-उल-आ'ज़म दस्त-गीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा