Posts

Showing posts with the label khushi manao

Khushiyaan Manaao Dhoomein Machaao Aa gae Sarkar Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI)

Roman(ENG): Khushiyaan Manaao Dhoomein Machaao Aa gaye Sarkar Khushiyaan Manaao Dhoomein Machaao Aamad hui hai Inki sab Zulmatein chhati hein Aaj diwaanon mil kar Bolo Aa gaye Sarkaar Khushiyaan Manaao Dhoomein Machaao Pur Noor hai Ye Aalam Sab muskura rahe hein Unki Aamad ke Charche hein Aa gaye Sarkaar Khushiyaan Manaao Dhoomein Machaao Aaqa ki Aamad se to soye naseeb jaage Kul Nabiyon ke Sarwar aaye Aa gaye Sarkaar Khushiyaan Manaao Dhoomein Machaao Mehshar ke Roz Jinse Pehchaane jaaenge Ham Kyun gabraate ho diwaanon Aa gaye Sarkaar Khushiyaan Manaao Dhoomein Machaao Ghar Ghar charaagaan karlo Galiyon ko jagmagao Milke lagaao Naara khushi ka Aa gaye Sarkaar Khushiyaan Manaao Dhoomein Machaao Nazranaa-e-Aqidat jo pesh kar raha hun Naat likkhi hai Aaj Ali ne Aa gaye Sarkaar Khushiyana Manaao Dhoomein Machaao हिंदी(HINDI): खुशियां मनाओ, धूमें मचाओ आ गए सरकार खुशियां मनाओ, धूमें मचाओ आमद हुई है इनकी , सब ज़ुल्म...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Hum ne Aankhon se dekha nahin hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम