Posts

Showing posts with the label iqbal sher

Faslon ko Takalluf hai ham se agar Lyrics / फासलों को तकल्लुफ है हम से अगर

faaslon ko takalluf hai ham se agar faaslon ko takalluf hai ham se agar ham bhi be-bas nahin be-sahaara nahin khud unhi.n ko pukaarenge ham door se raaste mein agar paaon thak jayenge ham madine mein tanha nikal jaaeinge aur galiyon mein qasdan bhatak jaaeinge ham wahaan jaake waapas nahin aaenge dhundhte dhundhte log thak jaaenge jaise hi sabz gumbad nazar aayega bandagi ka kareena badal jaayega sar juka ne ki fursat milegi kise khud hi palkon se sajde tapak jaaenge naam-e-aaqa jahaan bhi liya jaaega zikr unka jahaan bhi kiya jaaega noor hi noor sinon mein bhar jaaega saari mehfil me\in jalwe lapak jaaenge aye madine ke zaair! KHuda ke liye daastaan-e-safar mujhko yun mat suna baat badh jaaegi dil tadap jaayega mere mohtaat aansu chhalak jaayenge unki chashm-e-karam ko hai iski khabar kis musaafir ko hai kitna shauk-e-safar ham ko iqbal jab bhi ijaazat mili h...

Aye Jalwaa-e-Janaana Lyrics / ऐ जल्वा-ए-जानाना / اے جلوۂ جانانا

aye jalwaa-e-janaana Naat-Khwaan: Gulam Mustafa aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana ek baar karam farmaana mere khwaab mein aajana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana hasrat hai ke anwaar-e-sarkaare umam dekhein aankhein bhi to hon aisi jin aankhon se ham dekhein aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana roze ke tasawwur mein noor noor hai chehre par aaeena hamein dekhe aaeene ko ham dekhein aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana ham chhod ke is dar ko barbaad hue kya kya is dar se lipat jaayein fir unka karam dekhein aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana har naksh hi roze ka hai jannati nazaara kis naksh ko ham chumein kis naksh ko ham dekhein aye jalwaa-...

Jahan roza-e-paak-e-khairul wara hai Lyrics / जहाँ रोज़ा-ए-पाक-ए-ख़ैरुल वरा है / جہاں روضۂ پاکِ خیر الورٰی ہے

jahaan roza-e-paak-e-khairul wara hai jahaan roza-e-paak-e-khairul wara hai wo jannat nahi hai to fir aur kya hai kahan main aur kahan ye madine ki galiyan ye kismat nahi hai to fir aur kya hai muhammad ki azmat ko kya poochhte ho ke wo saahib-e-kaaba-kawsain thehre bashar ki sare arsh mehmaan-nawaazi ye azmat nahi hai to fir aur kya hai jo aasi ko kaamli mein apni chhupa le jo dushman ko bhi zakhm kha kar dua de use aur kya naam dega zamaana wo rehmat nahi hai to fir aur kya hai qayamat ka ek din mu’ayyann hai lekin hamare liye har naqas hai qayamat madine se hum jaa-nisaaron ki doori qayamat nahi hai to fir aur kya hai tum iqbal ye naat keh to rahe ho magar ye bhi socha ke kya kar rahe ho kahan tum kahan madh-e-mamdooh-e-yazdaan ye jurrat nahi hai to fir aur kya hai जहाँ रोज़ा-ए-पाक-ए-ख़ैरुल वरा है जहाँ रोज़ा-ए-पाक-ए-ख़ैरुल वरा है वो जन्नत...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Pandra so Sala Jashne Wiladat Lyrics / पन्द्रह-सौ साला जश्न-ए-विलादत

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Peshe Haq Mujda Shafaat ka Sunate Jaaeinge Lyrics / पेश-ए-हक़ मुज़्दा शफ़ा'अत का सुनाते जाएंगे