Posts

Showing posts with the label hasanullah husaini

Is Karam ka karun Shukr kaise ada Naat & Qwwali Lyrics / इस करम का करूं शुक्र कैसे अदा

is karam ka karun shukr kaise ada - English Naat Style Naat-Khwaan: Saiyyad Hasanullah Husaini ya rasulallah! ya rasulallah! ya rasulallah! ya rasulallah! is karam ka karun shukr kaise ada jo karam mujhpe mere nabi kar diya main sajaata hun sarkar ki mahefilein mujhko har gham se rab ne baree kar diya saiyyadi ya rasulallah! saiyyadi ya habiballah gham-e-aashiqi se pahele mujhe kaun jaanta tha tere ishq ne bana di meri zindagi fasaana shukr kaise ada... is karam ka karun shukr kaise ada jo karam mujhpe mere nabi kar diya main sajaata hun sarkar ki mahefilein mujhko har gham se rab ne baree kar diya saiyyadi ya rasulallah! saiyyadi ya habiballah lamha lamha hai mujh par nabi ki ata doston! aur maula se maangun main kya kya ye kam hai ke mere khuda ne mujhe apne mahboob ka ummati kar diya is karam ...

Madina yaad aata hai Lyrics | dare aqdas pe haal e dil Lyrics / मदीना याद आता है | दर-ए-अक़दस पे हाल-ए-दिल सुनाना याद आता है

dar-e-aqdas pe haal-e-dil sunaana yaad aata hai Naat-Khwaans: Shahbaz Kamar Afridi dar-e-aqdas pe haal-e-dil sunaana yaad aata hai madina yaad aata hai, madina yaad aata hai madine me.n jo guzra wo zamaana yaad aata hai madina yaad aata hai, madina yaad aata hai adab se baith kar us gumbad-e-khazra ke saaye me.n nabi ki yaad me.n aansu bahaana yaad aata hai madina yaad aata hai, madina yaad aata hai rasoolallah ke darbaar me.n unki mahobbat me.n ye tera roz-o-shab ka aana-jaana yaad aata hai madina yaad aata hai, madina yaad aata hai uwes karni bole maa ijaazat dijiye mujhko judaaee me.n tadapta hu.n, madina yaad aata hai madina yaad aata hai, madina yaad aata hai mazaar-e-faatema pe karbala walo.n ki yaad aaee madine waale aaqa ka gharaana yaad aata hai madina yaad aata hai, madina yaad aata hai nabi ke zikr ki mahfil me.n aate hi mujhe m...

Kaba Dikha de Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

kaaba dikha de maula! - English Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allahu allah allahu allahallahu allah allahu allah kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah har aankh chahti hai kaaba dikhade maula! hasrat pukarti hai kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah koh-e-safa se dodun marwa ki chotiyon tak khwahish machal rahi hai kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah aheram phir pahen kar tauf-e-haram karun main meri dua yahi hai kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah minaar unche unche dikhla de tu haram ke pasti mein zindagi hai kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah yaad-e-har...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Husain Tumko Zamaana Salaam kehta hai Lyrics / हुसैन तुमको ज़माना सलाम कहता है / حسین! تم کو زمانہ سلام کہتا ہے

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye sare ghulaam Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی

Mera Badshah Husain hai Lyrics / मेरा बादशाह हुसैन है / میرا بادشاہ حسین ہے

Karbala ke Jaan Nisaron ko salam Lyrics / कर्बला के जाननिसारों को सलाम / کربلا کے جان نثاروں کو سلام

Mere Husain Tujhe Salaam Lyrics / मेरे हुसैन तुझे सलाम / میرے حسین تجھے سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Hum Husain wale hein Lyrics / हम हुसैन वाले हैं / ہم حسین والے ہیں