khairat lene aa gaye mangate tumhare khwaja khairat lene aa gaye mangate tumhare khwaja bhar dijiye daman muradon se hamare khwaja mere khwaja piya mere khwaja piya mere khwaja piya mere khwaja piya mangaton ki rakhle laaj karde sab muraden puri daaman pasare aa gaye tere doware khwaja khairat lene aa gaye mangate tumhare khwaja mayoos jaata hi nahin koi tumhare dar se hamko bhi de hasnain ke sar ke utare khwaja khairat lene aa gaye mangate tumhare khwaja tune madad ki haan madad ki haan madad ki tune qurbaan tere jab bhi tadap kar ham pukaren khwaja khairat lene aa gaye mangate tumhare khwaja ajmer ka darbaar dikhla de sunaun aa kar ro ro ke haal-e-dil mera tere doware khwaja khairat lene aa gaye mangate tumhare khwaja deta hun tujhko wasta ghaus-ul-wara ka mujhko phir masjid-e-nabwi ke dikhlade minare khwaja khairat lene aa gaye mangate tumhare khwaja ye jagmagate noor barsata tumhara roza sharma gaye...