Roman(ENG): daag-e-furkat-e-taiba , qalb-e-muzmahil jaata kaash ghumbad-e-khazra , dekhne ko mil jaata dam mera nikal jaata , unke aastaane par unke aastane ki khaak me.n mai.n mil jaata kaash ghumbad-e-khazra , dekhne ko mil jaata maut leke aajaati zindagi madine me.n maut se gale mil kar , zindagi me.n mil jaata kaash ghumbad-e-khazra , dekhne ko mil jaata dil pe jab kiran padti , unke sabz ghumbad ki uski sabz rangat se , phuul ban ke khil jaata kaash ghumbad-e-khazra , dekhne ko mil jaata wo khiraam farmate mere deedaa-o-dil par deeda mai.n fida karta , sadke mera dil jaata kaash ghumbad-e-khazra , dekhne ko mil jaata unke dar pe akhtar ki hasrate.n hui puri saaeel-e-dar-e-akdas kaise munf'il jaata kaash ghumbad-e-khazra , dekhne ko mil jaata हिंदी(HINDI): दाग-ए-फुरकत-ए-तैबा , क़ल्ब-ए-मुज़महिल जाता काश गुम्बद-ए-ख़ज़रा , देखने को मिल जाता दम मेरा निकल जाता , उनके आस्ताने पर उनके आस्ताने की , ख़ाक में , मैं मिल जाता काश गुम्बद-ए-ख़ज़रा , देखने को मिल जाता मौत ले-के आ-...