nahin hai koi duniya mein hamara ya rasulallah ! nahin hai koi duniya mein hamaara ya rasulallah ! hamein to aap hi ka hai sahaara ya rasulallah ! nahin hai koi duniya mein hamaara ya rasulallah ! hun sar se paaon tak dooba hua gham ke samandar mein nahin aata nazar koi kinaara ya rasulallah ! nahin hai koi duniya mein hamaara ya rasulallah ! talaatum-khaiz hai dariya, bhanwar mein hai meri kashti nazar aata nahin koi kinaara ya rasulallah ! nahi.n hai koi duniya mei.n hamaara ya rasulallah ! tadapta hai ye dil mera, tarasti hein meri aankhein bulaalo ab madine mein dubaara ya rasulallah ! nahin hai koi duniya mein hamaara ya rasulallah ! tadapta hai mera dil aur tarasti hein meri aankhein bulaalo ab madine mein dubaara ya rasulallah ! nahin hai koi duniya mein hamaara ya rasulallah ! khuda jab tumse farmaaye, ke laao apni ummat ko humaari taraf bhi kar dena ishaara ya rasulallah ! ...