laqab siddiq ban jaae, sadaqat ho to aisi ho - English laqab siddiq ban jaae, sadaqat ho to aisi ho mazaar-o-gaar ke saathi, rafaqat ho to aisi ho mere sarkar ka roza jo jannat se bhi aala hai teri beti ka ghar hai wo karaamat ho to aisi ho laqab siddiq ban jaae, sadaqat ho to aisi ho mazaar-o-gaar ke saathi, rafaqat ho to aisi ho uthaya apne kandhon par hai sardaar-e-do aalam ko khuda ki is amaanat ki hifazat ho to aisi ho laqab siddiq ban jaae, sadaqat ho to aisi ho mazaar-o-gaar ke saathi, rafaqat ho to aisi ho dilbar-o-dildaar hein siddiq-e-akbar sahaba ke sardaar hein siddiq-e-akbar aur haidar ke yaar hein siddiq-e-akbar har sunni ka pyar hai siddiq-e-akbar teri pakiza beti par galat tohmat lagi jis dam khuda ne khud safai di bara'at ho to aisi ho laqab siddiq ban jaae, sadaqat ho to aisi ho mazaar-o-gaar ke saathi, rafaqat ho to aisi ho khuda ki raah mein qurbaan kar dala hai tan man dhan badan par taat oda hai sakhawat ho to ...