Posts

Showing posts with the label Syed Hassan Ullah Hussaini

Kya Aur thikana hai Taiba Meri Manzil hai Lyrics / क्या और ठिकाना है तैबा मेरी मंज़िल है

kya aur thikana hai taiba meri manzil hai kya aur thikana hai taiba meri manzil hai taiba mera rasta hai taiba meri manzil hai aaqa ke paseene ki khushbu hai madine mein wo shaher mahekta hai taiba meri manzil hai sab chhod gaye mujko ab koi nahin mera bas ek sahara hai taiba meri manzil hai wo shaher hai khwabon mein wo shaher hai yaadon mein us shaher ka sapna hai taiba meri manzil hai jis shaher ki matti bhi zakhmon ki dawa thehri har gham ka madawa hai taiba meri manzil hai tum dhundh lo duniya mein gumbad hai koi aesa kya gumbade khazra hai taiba meri manzil hai chahat hai ujagar ki is raah pe mar jaaye jahan roza-e-zahra hai taiba meri manzil hai kya aur thikana hai taiba meri manzil hai taiba mera rasta hai taiba meri manzil hai क्या और ठिकाना है तैबा मेरी मंज़िल है क्या और ठिकाना है तैबा मेरी मंज़िल है तैबा मेरा रास्ता है तैबा मेरी मंज़िल है आका के पसीने की ख़ुशबू है मदीने में वो शहर ...

Mere Nabi Mere Nabi aa gaye aa gaye || Jashn e Sarkar || Syed Hassan Ullah Hussaini

mere nabi aa gaye, marhaba ya mustafa aaqa aa gaye aaqa aa gaye mere nabi aa gaye, marhaba ya mustafa lajpaal nabi aa gaye, marhaba ya mustafa sardaar nabi aa gaye, marhaba ya mustafa mukhtaar nabi aa gaye, marhaba ya mustafa pyaare nabi aa gaye, marhaba ya mustafa jashn-e-wilaadat main bhi manaaun jashn-e-wilaadat tum bhi manaaao aaqa ki aamad ke jande lagaao main bhi lagaaun tum bhi lagaao mere nabi mere nabi aa gaye aa gaye mere nabi mere nabi aa gaye aa gaye pal mein badla hai zamaana aa gaye hein mustafa chaarsoo aamad ka charcha aa gaye hein mustafa jashn hai sarkaar ka milke manaao main bhi manaau tum bhi manaao mere nabi mere nabi aa gaye aa gaye mere nabi mere nabi aa gaye aa gaye mere nabi aa gaye, marhaba ya mustafa lajpaal nabi aa gaye, marhaba ya mustafa sardaar nabi aa gaye, marhaba ya mustafa mukhtaar nabi aa gaye, marhaba ya mustafa pyaare nabi aa gaye, ma...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Ya Nabi Mujh pe bhi Ek Nigahe Karam Lyrics / तुझको भेजा गया है करम के लिए

Mere Muhammad Pyaare Bane hein Dulha || मेरे मुहम्मद प्यारे बने हैं दूल्हा || Qasida-e-Meraaj || Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Sare Nabiyon ke Ohday bade hein Lyrics / सारे नबियों के ओहदे बड़े हैं

Sare La-Makaan se Talab hui Lyrics | Balaghal Ula bi Kamalihi Lyrics / सर-ए-ला-मकाँ से तलब हुई