Posts

Showing posts with the label Sayyed Moinuddin Chishti

Sakht Mushkil mein hun Baghdad se Aao jaldi Lyrics / सख्त मुश्किल में हूँ बग़दाद से आओ जल्दी

sakht mushkil me.n hu.n baghdaad se aao jaldi sakht mushkil me.n hu.n baghdaad se aao jaldi mujko ya ghaus ! musibat se chhudaao jaldi ek ishaare se tumhare hue murda zinda qalb-e-murda ko hamaare bhi jilaao jaldi sakht mushkil me.n hu.n baghdaad se aao jaldi mujko ya ghaus ! musibat se chhudaao jaldi aao baghdaad-e-mo'alla ki hawaao.n jaldi ro raha hu.n muje tum aake hansaao jaldi sakht mushkil me.n hu.n baghdaad se aao jaldi mujko ya ghaus ! musibat se chhudaao jaldi aane waale he.n mere ghar mere gaus-e-aa'zam door ho jaao mere ghar se balaao.n jaldi sakht mushkil me.n hu.n baghdaad se aao jaldi mujko ya ghaus ! musibat se chhudaao jaldi abhi mit jaaeinge sab dard-o-alam ranj-o-mehan mujko meeraa.n ka qaseeda to sunaao jaldi sakht mushkil me.n hu.n baghdaad se aao jaldi mujko ya ghaus ! musibat se chhudaao jaldi maine maana ke bura hadd se bura hu.n lekin sad...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Kaaba Dikhade Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला