Posts

Showing posts with the label Muhammad Hassan Raza Qadri

Wo Nabiyon mein Rehmat Laqab pane wala Lyrics / वो नबियों में रहमत लक़ब पाने वाला / وہ نبیوں میں رحمت لقب پانے والا

wo nabiyon mein rehmat laqab paane wala Naat-Khwaan:  Muhammad Hassan Raza Qadri wo nabiyon mein rehmat laqab paane wala usi se hai islam ka bol baala ya rahmatallil aalameen ya rahmatallil aalameen wo nabiyon mein rehmat laqab paane wala usi se hai islam ka bol baala wo sar chashma-e-noore fat'he mubeen hai wohi mash'ale raahe azmo yaqeen hai usi se hamare dilon mein ujaala usi se hai islam ka bol baala wo nabiyon mein rehmat laqab paane wala usi se hai islam ka bol baala ya rahmatallil aalameen ya rahmatallil aalameen usi ke ye ham par hain ehsaan saare kadam manzeelein chumti hain hamare usi ne andheron se hamko nikaala usi se hai islam ka bol baala wo nabiyon mein rehmat laqab paane wala usi se hai islam ka bol baala ya rahma...

Milaade Muhammad hai Har Saal manaaenge Lyrics || Muhammad Hassan Raza Qadri

Milaade Muhammad hai Har Saal manaaeinge Milaade Muhammad hai Har Saal manaaeinge Ashaabe Muhammad ne Is Din ko manaaya hai Aaqa ki Wilaadat pe Ghar Baar sajaaya hai Ham Unke Sahaaba ki Sunnat ko nibhaaeinge Milaade Muhammad hai Har Saal manaaenge Mere Aaqa Meri Jaan Marhaba Ya Mustafa Baadshaahe Do Jahaan Marhaba Ya Mustafa Wo Makeene La-Makaan Marhaba Ya Mustafa Mukhlison ke aasraa Marhaba Ya Mustafa Wo Habeebe Qibriyaa Marhaba Ya Mustafa Jaane Imaan Jaane Jaan Marhaba Ya Mustafa Dil ki Ye Dhadkan kahe Marhaba Ya Mustafa Baccha Baccha keh uthe Marhaba Ya Mustafa Har koi kehtaa rahe Marhaba Ya Mustafa Wird Ye hota rahe Marhaba Ya Mustafa Kehte hein Wohi Jinko Milaad se Ulfat hai Is Zaat ki Ulfat mein Kya Jaan ki kimat hai Ham Ishqe Muhammad mein Jaanon ko lutaaeinge Milaade Muhammad hai Har Saal manaaenge Sadaaein Duroodon ki aati rahengi Inhein Sun ke Dil Shaad hota rahega Khuda Ahle Sunnat ko Aabad rakhe Muhammad ka Milaad hota rahega Milaad ki Mehfil mein Ghar Baar Sajaaeinge Aur U...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Mere Muhammad Pyaare Bane hein Dulha || मेरे मुहम्मद प्यारे बने हैं दूल्हा || Qasida-e-Meraaj || Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Sare La-Makaan se Talab hui Lyrics | Balaghal Ula bi Kamalihi Lyrics / सर-ए-ला-मकाँ से तलब हुई

Ya Nabi Mujh pe bhi Ek Nigahe Karam Lyrics / तुझको भेजा गया है करम के लिए

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ