Posts

Showing posts with the label Featured Posts

Mera Maula Maula Hussain hai Manqabat Lyrics / मेरा मौला मौला हुसैन है / میرا مولا مولا حسین ہے

mera maula maula hussain hai muftiyane daar se kehti hai karbala bid'at usi ka zikr jo jeena silkha gaya tum se to ek babari masjid na bach saki mera hussain sari shriyat bacha gaya mera maula maula hussain hai jo hua nawasa-e-mustafa wo ali ka beta hussain hai jo yazeediyat ko fanaah kare chale karbala wo hussain hai bibi fatima ka wo ladla mera badshah wo hussain hai mera maula maula hussain hai kya sunaun wakiya karbala haaye teer neza kahan laga jise chumate rahe mustafa wo hussaini sar tha kata hua sara ghar ka ghar bhi luta diya wo jo kar gaya wo hussain hai mera maula maula hussain hai yahi bole hazrate hoor shaha ya hussain aapka shukriya ke yazeediyon se nikal kar jo hussainiyon mein bitha diya ...

Mere Husain Tujhe Salaam Lyrics / मेरे हुसैन तुझे सलाम / میرے حسین تجھے سلام

mere husain tujhe salaam, mere husain tujhe salaam Naat-Khwan: Owais Raza Qadri mere husain tujhe salaam, mere husain tujhe salaam assalaam ya husain, assalaam ya husain, assalaam ya husain jinko dhoke se kufa bulaaya gaya jinko baithe bithaaye sataaya gaya jinke bachon ko bhooka rulaaya gaya zeher bhai ko jiske pilaaya gaya us husain ibn-e-haidar pe laakhon salaam mere husain tujhe salaam, mere husain tujhe salaam assalaam ya husain, assalaam ya husain, assalaam ya husain kar chuka wo habib apni hujjat tamaam leke allah aur apne naana ka naam kufiyon ko sunaaya khuda ka qalaam aur fida ho gaya shaah-e-khairul anaam us husain ibn-e-haidar pe laakhon salaam mere husain tujhe salaam, mere husain tujhe salaam assalaam ya husain, assalaam ya husain, assalaam ya husain pade jo karke soo-e-shaah-e-anam salaam sadaa ye aapki har simt salaam salaam bade husain jo tayba s...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Husain Tumko Zamaana Salaam kehta hai Lyrics / हुसैन तुमको ज़माना सलाम कहता है / حسین! تم کو زمانہ سلام کہتا ہے

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye sare ghulaam Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی

Mera Badshah Husain hai Lyrics / मेरा बादशाह हुसैन है / میرا بادشاہ حسین ہے

Karbala ke Jaan Nisaron ko salam Lyrics / कर्बला के जाननिसारों को सलाम / کربلا کے جان نثاروں کو سلام

Mere Husain Tujhe Salaam Lyrics / मेरे हुसैन तुझे सलाम / میرے حسین تجھے سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Hum Husain wale hein Lyrics / हम हुसैन वाले हैं / ہم حسین والے ہیں