muhammad nabina bi nooru hadeena Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri ya shaahe madina ya shaahe madina ya shaahe madina ya shaahe madina tere dar pe shaha main aaun, aur jholi ko failaaun sab mann ki muraadein paaun, is dar se kahin naa jaaun ya mustafa... ya mustafa muhammad nabina bi nooru hadeena mim-makka habibee nooru sata-al madina ya shaahe madina ya shaahe madina teri judaai mein aaqa jhaltaa hai ye seena ya mustafa... ya mustafa ya mustafa... ya mustafa ya shaahe madina ya shaahe madina ye betaab nigaahen, ab to ashq bahaayen dil deta hai sadaayein, qadmon mein bulaayen gardish mein hai sitaara, mushkil ho gaya jeena muhammad nabina bi nooru hadeena mim-makka habibee nooru sata-al madina ya shaahe madina ya shaahe madina ya mustafa... ya mustafa tez bahot hai dhaara, mera kaun sahaara kardo ek ishaara, tufaan bane kinaar...